Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Mera Abbas [Asma]

Shadman Raza · 2009

Mera Abbas [Asma]Ghururé fawdjé sitam ghar ko, tor sakta hunRukhé furat, nigahon sey mor sakta hunAli ka beta hun, mojiz numaion ki qassamMein aftaab sey paani nitsor sakta hunMera abass , Ghazi abass (4)1. Maaniyé ruffaté Issaro vafa hai abassJazbaé hossala é Shehré Khuda hai AbassRuhé Ehsaas Rassoulé dosara hai AbassYaani Allah ké maqsad ki baqaa hai AbassRastaa rehbaré Islam ki ruqné na diyaKath gaya hath alam din ka jukné na diyaMera abass, Ghazi abass...2. Mei jo ehjaz dikawun to yé naksha badléArsh pei Fasl Ughé Farsh pei suraj nikléNehr sey Ghard urhé , sang sey tsachma phootheaag paani mey lagué aag sey paani nikleyghur ké dekhun to toum sab bemamat ajaaéMere tuté huwé neyzé pei furat aajaémera abass, Ghazi abass..3. Meri Talwaar sey Jibril key par Kampté haiMeri hai bass sé sab ye jino bachar kampté haitumko kya cheez ho cheron key jigar kampté haiMaut sey pehlé hi ajssam key sar kampté haiMeyné talwar jo ek baar chalayi hotiSari dunya mein dohayi hi dohayi hotiMera Abass, Ghazi abass..4.Jang siffen ka mahol dobara hojaéKhétslun tegh to dunya mein savera hojayéAlqamah ko jo mera ek ishara hojayéKhayma é shah hi darya ka kanara hojaéKhatm pyasson ki abhi tachnadahaani kardunMein agar tsahun paharon ko bhi paani kardunMera Abass, Ghazi abass..5. Huré maqtal ko ek ungli pei natsha sakta hunTum jo marjao to thokar sey jila sakta hunAag behté huwé paani mein lagaa sakta hunTum ko ab ruh key ishaaré sey bhaga sakta hunHath kathné pei bhi larné sey mein maazour nahinHukmé Shabeer ka pabant hun majboor nahinMera Abass, Ghazi abass..6.Han magar gardishé dohra ney yé manzar dekhaKath gayé baazué abass saré rahé wafaaSar pei bhi gurz lagua ankh pei bhi tir lagaas bhi tut gayi mashk sey paani jo bahaHo salam aap pei aka yé pukaré AbassNehr sey jaané bhi firdos sidharé abassMera Abass, Ghazi abass...7.Jab suna nehr pei sakaé haram mara gayaGirgayi bibyon key sar sey ye sunté hi ridaBibi zaynab ki sada aaney lagui vavélaGhir gaya dasté Sakina sey zamain par KuzaBoli yé ro key mujé as nahin hai ammujald ajao key ab pyass nahin hai ammuMera Abass, Ghazi abass...8. Rokey Shabeer pukarey mere Bhayya AbassMere ghamkhar mere ashiko sheda AbassMoujko paani to pilaado mein hun pyassa abassMein Ghira jaata hun do mujko sahara abassKhaymaé Fatema Zehra key sipar tut gayiHath bhayi key kathé meri kamar tut gayi...

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.