Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Mera ghazi na jaane kahaan he

Irfan Haider · 2009

Mera ghazi na jaane kahaan heJab huwe maqtool ghazi, Zulm ki shamsheer semarsiya nikla tha logo, Ye dil-e-shabbir seNau shabein jaaga huwa tha, Paasbaane ehle baytSogaya pehra badal kar, Zainabe dilgeer seYe sada barsare karbala hai[Mera ghazi na jaane kahaan hai] ×2Ye sada barsare karbala heSuna ban he sitamgar hai ye shab[Pehra deti he khaimon ka Zainab] ×2Phir bhi hoton pe ye marsiya he[Mera ghazi na jaane kahaan he] ×2Ye sada barsare karbala heSabr kaise kare ab Sakina[Pyaas karti he dushwaar jeena] ×2Khushk hoton pe bas ye buka he[Mera ghazi na jaane kahaan he] ×2Ye sada barsare karbala heJanibe khaima aata he lashkar[Ye na ho shimr le jaaye chaadar] ×2Bibi Kulsum ki ye sada he[Mera ghazi na jaane kahaan he] ×2Ye sada barsare karbala heKya kahe kis tarah de dilase[Mar na jaayein tarap kar ye pyaase] ×2Nawha khwaan binte khairun nisa he[Mera ghazi na jaane kahaan he] ×2Ye sada barsare karbala heBibi fizza ye karti he ye naale[Koi mushkil kusha ko bulale] ×2Zulm ki zad pe ale aba he[Mera ghazi na jaane kahaan he] ×2Ye sada barsare karbala heShor utha who aaye sitamgar[Chhin gayin chadarein aur jala ghar] ×2Ek ik bibi mehwe buka he[Mera ghazi na jaane kahaan he] ×2Ye sada barsare karbala heBain karti he zainab ye rokar[Ek neze pe he bhai ka sar] ×2Ek neze pe meri rida he[Mera ghazi na jaane kahaan he] ×2Ye sada barsare karbala heLut gaye jab haram aaye haider[Baap se boli Zainab ye ro kar] ×2Dekho ujri huwi karbala he[Mera ghazi na jaane kahaan he] ×2Ye sada barsare karbala heAise "irfan-o-mazhar" buka ho[Nawha khwani ka haq to ada ho] ×2Jab ke misra ye khud marsiya he[Mera ghazi na jaane kahaan he] ×2Ye sada barsare karbala he

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.