Meray Moula mujhey do sahaaraMeiney thama hay daman tumharaDhalthe suraj ko tumne ubharaMeiney thama hay daman tumharaTum hee mushkil Kushaey jahan hoTum hee moulay koun o makaan hoAmbiya nay bhi tum ko pukaraMeiney thama hay daman tumharaMeree kashtee bhawar mein phasee hayDushmanoo kay labaon par hasi haiKardo nazdeek mujh sey kinaraMeiney thama hay daman tumharaGardeshon mein muqaddar hay meraKya karoon char soo hay andheraThum jo chaho to chamkey sitaraMeiney thama hay daman tumharaRanj mey kab sey mein mubtalaa hoonKab sey moula aseeray balaa hoonKya taraapna mera hay gawaraMeiney thama hay daman tumharaMunharif ho chalaa hay zamanaaZindigi ban rahee hay fasaanaDekho meri taraf ab khudaraaMeiney thama hay daman tumharaTum ho moula Hasan ki duhaeeSarware bey kafan ki duhaeeSun lo faryaad meree QudaraaMeiney thama hay daman tumharaBahray Abbas bazoo ko thamoBayriyaan bahr Sajaad katooYa Ali mein hoon banda tumharaMeiney thama hay daman tumharaWaasta Akbare naujawaaan kaWaasta chay maheeney ki jaan kaKar do rahmath ko bus abb ishaaraMeiney thama hay daman tumharaDushmano ko mera haq dekha dooHosh ka unko sharbath pila dooKar do bus in pay ye aashkaaraMeiney thama hay daman tumhara
Meray Moula mujhey do sahaara
Miscellaneous · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.