Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Mere Andar Basi Hai Karbala

Kazmi Brothers · 2023

Karbala(4)Karbala(4)Main jahaan jaaun mere andar basi hai Karbala(3)Banke Dhadkan Mere Dil Mein Gunjti Hai KarbalaKarbala(2)Main Jahaan Jaaun Mere Andar Basi Hai Karbala(2)1) Mere Seene Me Azal Se Bass Raha Hai Ya HussainYe Jo Dhadkn Ki Musalsal Ik Sada Hai Ya HussainHar Ghadi Aawaaz Mujhko De Rahi Hai KarbalaKarbala(2)Main Jahaan Jaaun Mere Andr Basi Hai Karbala2) Gunjte Hain Ya Husaina Se Musalsal Baam O DarChoudah Sadiyon Se Hai Jaari Sheh Ke Maatam Ka SafarIss Tarah Seena Ba Seena Chal Rahi Hai KarbalaKarbala(2)Main Jahaan Jaaun Mere Andar Basi Hai Karbala3) Maa Ne Dikhlaaya Hai Rasta Farshe Majlis Ka HumeinHalqa E Maatam Me Lekar Aaein Hain Baba HumeinGodh Se Maa Baap Ki Humko Mili Hai KarbalaKarbala(2)Main Jahaan Jaaun Mere Andar Basi Hai Karbala4) Shaam O Kufa Ke Safar Mein Bedhiyaan Thaame RahiTouq Ka Bosa Kabhi Zanjeer Ka Bosa KabhiAabid E Beemar Se Lipti Hui Hai KarbalaKarbala(2)Main Jahaan Jaaun Mere Andar Basi Hai Karbala5) Taaziyaane Khaaegi Himmat Magar DikhlaaegiShaam Tak Mazloom Ka Paigham Lekar JaaegiSheh Ki Maiyyat Se Qasam Khaakar Uthi Hai KarbalaKarbala(2)Main Jahaan Jaaun Mere Andr Basi Hai Karbala6) Sabr Waale Taaza Tan Hai Zulm Waale Thak GayeKhanjaron Ne Haar Maani Mere Bhaale Thak GayePeeche Hatne Ki Jagah Aage Nadhii Hai KarbalaKarbala(2)Main Jahaan Jaaun Mere Andar Basi Hai Karbala7) Hai Kahin Akbar Jawaan Ka Sar Kahin Besheer KaSar Bureeda Hai Kahin Abbas Ka Shabbir KaNoke Naiza Pe Safar Larti Rahi Hai KarbalaKarbala(2)Main Jahaan Jaaun Mere Andar Basi Hai Karbala8) Be Kafan Uss Saiyyado Sardar Par Laakhon SalaamEk Din Hoga Takallum Uske Khoon Ka InteqaãamMuntazir Ibne Ali Ki Aaj Bhi Hai KarbalaKarbala(2)Main Jahaan Jaaun Mere Andar Basi Hai Karbala (2)Karbala(8)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.