Mere baba kahan hoAapko dhondne jawoun ab mein kaha'nMere baba Kahan hoChaley paou'n mein hain aur hoon beridaMere baba Kahan ho1-Shimr gohar mere legaya cheen karAur tamache lagaye hain rukhsaar parDekhiye kanou‘n se mera khoo’n hain Rawa’nMere baba Kaha ho2-Apke Baad mujhko sataya gayaQaid Karke mujhe Yun phiraya gayaLe chale sham tak Karke joro o jafaMere baba Kahan ho3-Jab wo sar Aapka tasht me thha rakhaAur chadi houtou'n pe maarne wo lagaRo padi dekh kar sar kata aapkaMere baba Kahan ho4-Mujko qhaid Kiya sham mein baba jaanZulm mujhpe Kiya sham mein baba jaanAaoge kab Yahan muntazir Hoon YahanMere baba Kahan ho5-Qaid mein hun mere baba jaan ayiyeGhut rahi hun Yaha'n baba jaan ayiyeAake aye baba jaan dejiye howsalaMera baba Kahan ho6-Sar jo layagaya qaid mein aapkaDekh ke sar ko wo roke girya kiyaSeena wo hai Kahan soun ab mein kahanMere baba Kahan ho7- Zulm jaffar sakina pe itne huweHai zaeefa wo is choti si umr meinSham ke qaid me uski thi ye fugha'nMere baba kahan ho
Mere Baba Kahan Ho
Mirza Jaffar Abbas · 2023
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.