Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Mere Baba Kahan Ho

Mirza Jaffar Abbas · 2023

Mere baba kahan hoAapko dhondne jawoun ab mein kaha'nMere baba Kahan hoChaley paou'n mein hain aur hoon beridaMere baba Kahan ho1-Shimr gohar mere legaya cheen karAur tamache lagaye hain rukhsaar parDekhiye kanou'n se mera khoo'n hain Rawa’nMere baba Kaha ho2-Apke Baad mujhko sataya gayaQaid Karke mujhe Yun phiraya gayaLe chale sham tak Karke joro o jafaMere baba Kahan ho3-Jab wo sar Aapka tasht me thha rakhaAur chadi houtou'n pe maarne wo lagaRo padi dekh kar sar kata aapkaMere baba Kahan ho4-Mujko qhaid Kiya sham mein baba jaanZulm mujhpe Kiya sham mein baba jaanAaoge kab Yahan muntazir Hoon YahanMere baba Kahan ho5-Qaid mein hun mere baba jaan ayiyeGhut rahi hun Yaha'n baba jaan ayiyeAake aye baba jaan dejiye howsalaMera baba Kahan ho6-Sar jo layagaya qaid mein aapkaDekh ke sar ko wo roke girya kiyaSeena wo hai Kahan soun ab mein kahanMere baba Kahan ho7- Zulm jaffar sakina pe itne huweHai zaeefa wo is choti si umr meinSham ke qaid me uski thi ye fugha'nMere baba kahan ho

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.