Mere gharib hussain[As salaamun alayk ya gharib hussaina] ×2[Ya gharib hussaina] ×5(Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain yahussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain) x2Godi ke Pale mare ghaye sab. Tu hai akayla koi nahi ab. Bayn ye zehra ne kiye dashte bala meMere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussainAwno muhammad qasimo asghar. Darde judayi degaye akbar. Khune hai abbas ka zainab ki ridaa meMere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussainLasho pe lashe tune uthaye. Girte badan pe zakhme bhi khaye. Khak hai balo me lahu teri abaa meMere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussainChor gaye sab god ke pale. Ho gaye rukhsat gar ke ujale. Koi nahi laal tera dashte bala meMere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussainFakhr se uncha sar huwa mera. Kon hai sani dahar mai tera. Sabr mai ishaar mai juraat pe wafa mai.Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussainBit rahi hai tujpe Kayamat. Dekh rahi hu me teri gurbat. Pyaasa raha gar bhi luta dashte bala meMere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussainJitne bhi laashe be goro kafan the. Sab ko urhadi khakh Hawa na. Khakh to ab hashr talab hongi hawa mai.Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussainLaash jawan ki tune uthayi. Turbat te Asger tune banayi. So ta hai masoom tera deshte Kaza Mai.Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussainCharo taraf hai bas yahi nawha Haye Husaina Haye Husaina Shor Hai Faryad Hai Khaymo me faza me.Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain ya hussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain
Mere gharib hussain
Irfan Haider · 2002
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.