Merelaal ali asgharMaa ne yeh kaha sine se asghar ko laga kar, mere laal ali asgharIs shaan se larna hai ke heraan ho lashkar, mere laal ali asgharMaidan me darna nahi tum khoone ali hoTum bhi to jarri hoMaa ne yeh kaha nanni si dastaar bana kar, mere laal ali asgharTum maa ki tammanao ki abbas ho betaIk aas ho betaZaalim ko batana hai yeh maidaan me jaakar, mere laal ali asgharMaa ne yeh kaha sine se asghar ko laga kar, mere laal ali asgharTaasir mere dood ki iss waqt dikhadoMadar ko bacha loZehra ki kanazi ki sanad hai tere uppar, mere laal ali asgharMaa ne yeh kaha sine se asghar ko laga kar, mere laal ali asgharBin tere na ji paaungi yeh humkeh khuda haiKhaliq ki raza haiSaayeh mei to jaaungi magar jaaungi markar, mere laal ali asgharMaa ne yeh kaha sine se asghar ko laga kar, mere laal ali asgharNaade ali ke wird ki talwar banadiHar jang sikhadiMaa ne kiya tayyar kaleje se lagakar, mere laal ali asgharMaa ne yeh kaha sine se asghar ko laga kar, mere laal ali asgharHar simt tujhe doondti dar dar mei phirungiFaryaad karungiKutch pal mei ujar jayegi iss dasht mei madar, mere laal ali asgharMaa ne yeh kaha sine se asghar ko laga kar, mere laal ali asgharChoti si aba aurh kar mehmaan banakarQuran bana karMaadar ne diya leke challe khaime se sarwar, mere laal ali asgharMaa ne yeh kaha sine se asghar ko laga kar, mere laal ali asgharYawar jo chala khaimeh se yeh chota alamadarSarwar ka wafadaarKohram utha nawha parhe gum zada madar, mere laal ali asgharMaa ne yeh kaha sine se asghar ko laga kar, mere laal ali asghar
Mere laal Ali Asghar (AS)
Fatema Ladak · 2012
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.