Meri fizza[Meri fizza] ×6[Boli Zehra Zainab ka yun saath nibhaana] ×3[Aghyaar ke majme mein] ×2Fizza tu ridaa banke, Zainab ko chhupana[Boli Zehra Zainab ka yun saath nibhaana] ×2Pehli manzil to Kerbala he magar, Saath abbas bhi wahaan hogaDard karbobala ka apni jagah, zakhm mujhe shaam ka he ran fizza[Khud dekh chuki hun mein] ×2Mushkil he bohot fizza, Darbaar mein jaanaBoli Zehra Zainab ka yun saath nibhaanaTashnagi had se barh gayi hogi, Chhote bachhon ko woh sambhaalegiApne hisse ka aab bhi zainab, Pyaase bachhon mein baant daalegi[Khud apne hi hisse se] ×2Kuchh paani bacha phir tum, Zainab ko pilaaanaBoli Zehra Zainab ka yun saath nibhaanaMujh ko maalum he yateemi mein, Log jab rokte hein rone seUs ghari dil pe kya guzarti he, Mein samajhti hun dukh sakina ke[Dil kholke baba ki] ×2Mayyit pe woh role to, Mayyit se uthaanaBoli Zehra Zainab ka yun saath nibhaanaKaafla jab chalega sehra se, Koi maqtal mein choot jaayegiUs se pehle ke pohonche zainab tak, Shimr ke haath aayegi bachhi[Tab shimr ke haathon se] ×2Tum mere Sakina ke, Baalon ko churanaBoli Zehra Zainab ka yun saath nibhaanaTashnagi had se barh gayi hogi, Chhote bachhon ko woh sambhaalegiApne hisse ka aab bhi zainab, Pyaase bachhon mein baant daalegi[Khud apne hi hisse se] ×2Kuchh paani bacha phir tum, Zainab ko pilaaanaBoli Zehra Zainab ka yun saath nibhaanaSunke binte nabi ki baton ko, Boli saqlain fizza zehra seHamse bibi yahi guzarish he, Jitne waade kiye he fizza ne[Mein kaise nibhaati hun] ×2Un shaam ki galiyon mein, Tum dekhne aana
Meri fizza
Mir Hasan Mir · 2007
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.