Azadari MediaAzadari Media

Meri Reda Ke Liye

Mir Shah Rizwan

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
हो कैसे रक़म तश्नालबी कर्बोबला की.बे चारगी वो बिन्त ए अमीर ए दोसरा की.जब आदा फिराते रहे कर करके मुनादी.रूख़ सूए नजफ करके ये ज़ैनब ने सदा दी.ho kaise raqam tashna labi karbobala ki be chargi wo binte amire do sara ki jab ada firate rahe kar kar ke munadi rukh suye najaf kar ke ye zainab ne sada di मदद को आइए शेरे ख़ुदा ख़ुदा के लिए.नही है आए जो ग़ाज़ी मेरी रिदा के लिए.madad ko aiye shere khoda khoda ke liye nahin hai aye jo ghazi meri reda ke liye (1)तमाशबीनों मे जारी है ये सफर बाबा.झुकाए चलता है बीमार अपना सर बाबा.ना भूल पायेगा आबिद इसे सदा के लिए.tamash beeno'n men jaari hai ye safar babajhukaye chalta hai bimaar apna sar babana bhool paye ga abid ise sada ke liye (2)पड़े हैं पांवं में छाले चला नहीं जाता.सकीना पर भी किसी को तरस नही आता.तड़पके रोती है बाबा कभी चचा के लिए.pade hain paun men chale chala nahin jatasakina par bhi kise ko taras nahin atatadap ke roti hai baba kabhi chacha ke liye (3)सुनेगा कौन भला बैन अब असीरों के सिना कि नोक पे सर हैं मेंरे ग़रीबों के.उजड़ गया मेरा घर दीन की बक़ा के लिए.sune ga bain bhala kaun ab asiro'n ke sina ke nook pe sar hai'n mere gharibon ke ujad gaya mere ghar deen ki baqa ke liye (4)हर एक लाश जो मक़तल से लाया ख़ुद जाकर.उसी कि लाश पड़ी है सुलगती रेती पर.मै रो भी पाई ना मज़लूम ए कर्बला के लिए.har ek laash jo maqtal se laya khud ja kar usi ki laash padhi hai sulagti reti parmain ro bhi pai na mazlome karbala ke liye (5)ग़रीब फ़ाक़ाकशो तश्नालब शहीद हुए.मेरे हुसैन के अन्सार सब शहीद हुए.तड़प रहा है ये दिल फिदया ए ख़ुदा के लिए.ghareeb faqa kasho tashna lab shaheed huyemere husain ke ansaar sab Shaheed huyetadap raha hai ye dil fidyaye khoda ke liye (6)किसी ने कर दिया महरूम हाय चादर से. किसी ने ज़ख़्म लगाया है हमको पत्थर से.यहाँ पे ज़ख़्मों का मरहम नही शिफा के लिए.kise ne kar diya mahroom haye chadar sekise ne zakhm lagaya hai ham ko patthar seyahan pe zakhmon ka marham nahin shefa ke liye (7)वो जिसका साया भी देखा ना अहल ए कूफ़ा ने.खुदा के फ़ज़्ल से अठ्ठारा भाई थे जिसके.वो आज हो गई मोहताज एक रिदा के लिए.wo jis ka saya bhi dekha na ahle kufa nekhoda ke fazl se 18 bhai the jis ke wo aaj ho gai mohtaaj ek reda ke liye (8)नजफ से आके तुम्ही मुझको हौसला देदो.ग़रीब बेटी को बाबा कोई रिदा देदो.है सख़्त वक़्त बहोत बिन्त ए फ़ातेमा के लिए.najaf se ake tumih mujhko hausla de doghareeb beti ko baba koi reda de do hai sakht wakht bahot binte fatema'n ke liye (9)सफर का हाल ऐ रिज़्वान कैसे लिख्खे सनद.हरम असीर थे कोई ना आया बहरे मदद.तमाम ज़ुल्म सहे दीन ए मुस्तफा के लिए.safar ka haal ye Rizwa kaise Likkhe sanadharam aseer the koi na aya bahre madadtamaam zulm sahe dine mustufa ke liye✍️MIR SANAD RIZVI

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.