Mil saka na jab Ali Akbar ka laasha der tak..(2)Ghutniyo chalte rahe..Ghutniyo chalte rahe, maqtal me maula der takMil saka na jab..1. Jaane kis tarha tamache shimr ne maare use..(2)siskiya'n leti rahi..(2) pyaasi sakina der takMil saka na jab..2. Qabr mein laasha e Abbas ke tukdo ko rakhkar..(2)jaane kya kehte rahe..(2) Sajjad maula der takMil saka na jab..3. Aapka qasim yehi hai, Shah ko kehna pada..(2)maa kaha'n pehchan payi, apna beta der takMil saka na jab..4. Do kate haatho'n ka tha Zainab ko itna intezaar..(2)khaak par rakhe rahi..(2) laashe sakina der takMil saka na jab..5. Jab kaha mukhtar ne aye shimr tu khud hi batakis liye tadpe zyada..(2) mere maula der takMil saka na jab..6. Shimr bola kya batau'n mera khanjar kund tha..(2)is liye tadpe zyada..(2) tere maula der takMil saka na jab Ali Akbar ka laasha der tak7. Le gaya tha shimr to sar kaat kar Shabbir ka..(2)laash par roti rahi bete ki Zahra der takMil saka na jab..8. Tha takallum mar ke bhi Aun o Mohammad ka jalaal..(2)tegh ka qabza na shehzado ne choda der takMil saka na..Mil saka na jab Ali Akbar ka laasha der tak
Mil Saka na Jab Ali Akbar ka laasha
Mir Hasan Mir · 2025
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.