Muhammad hamare badi shaan wale 3Woh nabiyo me rehmat laqab paane waleKhuda jiske seene pe qura utareMudassir kahe aur muzammil pukareWoh noore khuda do jaha ke ujaleJab aaye zami par muhammad hamareFalak ne zami par bichaae sitareUthe sar zameene arab se yeh naareNawase jo roye to roye muhammadWoh jab tak na soye na soye muhammadDo aakhe nabi ki the dono nawasenawasa mazare muhammad pe aayaKaha pyaare nana yeh wada hai meraHai islam ab karbala ke hawalesada aye kabre muhammad se betaDua ko hai nana ali aur zehraChale gazi abbas parcham sambhaaleWoh aashur ka din muhammad ka qunbaJo maqtal me dee ko lahu de raha thaYeh keh keh ke seeno pe khaae hai bhaaleRehan o ali jee azadare sarwarGhulamaane haider ghulame payambarSada is sada se zamana milale
Mohammad hamare badi shaanwale
Nadeem Sarwar · 2013
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.