Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Mohammad ka gharana

Meesum Abbas · 2017

Mohammad ka gharana..(4)Aise hote hai Mohammad ke gharane wale..(2)noke naiza pe bhi qur'aan..(2), sunane waleAise hote hai Mohammad ke gharane wale..(2)1. Ye jafao'n ke sile mein bhi dua dete haiapne qatil ko bhi sharbat ye pila dete haiek sajde se ye islam..(2), bachane waleAise hote hai Mohammad ke gharane wale..(2)2. Ek mashkeeze mein darya ko utha lete haiye to khud pyaas ko darya ki bujha dete haipyaase darya se palat kar hai..(2), ye aane waleAise hote hai Mohammad ke gharane wale..(2)3. Baat ho haqq ki to ye maut se ghabrate nahiilm hai inko shahadat hai shehad se sheeree'nmaut ko jeene ke aadab..(2), sikhane waleAise hote hai Mohammad ke gharane wale..(2)4. Apne haatho'n pe uthate hai kabhi khaiber koaur zara maqtal e akbar ki taraf to dekhobudhe kaandho' pe jawaa'n laash..(2), uthane waleAise hote hai Mohammad ke gharane wale..(2)5. Door tareekiye aalam ko kiya shahe zamannaam e ahmed ke diye karke dilo'n mein roshanapne khaime ke charagho ko..(2), bujhane waleAise hote hai Mohammad ke gharane wale..(2)6. Laashe paamaal hui qaidi bane ghar bhi jalaphir bhi paigham mohammad ka mitaye na mitatanha nau laakh ke lashkar ko..(2), harane waleAise hote hai Mohammad ke gharane wale..(2)7. Humne yu meesum o salman baqa paayi haichauda sadiyo'n se jo naslo'n mein azaa aayi hainasl dar nasl azadaaar..(2), banane waleAise hote hai Mohammad ke gharane wale..(2)Mohammad ka gharana..(2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.