Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Mohammad ka nawasa

Irfan Haider · 2017

Haye sughra.. haye sughra..(3)falak par chaand nazar aaya moharram kabe saakhta aankho'n ne meri khoon bahayalogo ne mujhe rote hue dekhke puchashehzadi zara ye to bata ghum hai ye kaisakyu farshe azaa aapne ghar mein hai bichayasughra...sughra ne kaha ehle madinaghar zehra ka veeran hua haiaye logo Mohammad ka nawasa pardes mein mehmaan hua hai..(2)1. Nana ke madine mein udaasi ka hai matamhum shakle nabi hai na shehenshah e do aalamwehshat si barasti hai daro baam se har dam..(2)baba ..jis din se gaye hai mere babaghar zehra ka veeran hua haiaye logo Mohammad ka nawasa pardes mein mehmaan hua hai..(2)2. Jis din se gaye hai mere baba mere ghar seek lamha nahi aisa ke aasu nahi barsedil mera sakina ko mulaqaat ko tarse..(2)duniya..is ghum ko samjhti nahi duniyaghar zehra ka veeran hua haiaye logo Mohammad ka nawasa pardes mein mehmaan hua hai..(2)3. Is ghum ko samajhti nahi duniya mere nanasughra pe qayamat hai padar ka chale jaanadil kehta hai is ghar ko musibat se bachana..(2)Allah..tu dekh raha hai mere Allahghar zehra ka veeran hua haiaye logo Mohammad ka nawasa pardes mein mehmaan hua hai..(2)4. Tu dekh raha hai mere Allah udasiAhmed ka nawasa hai na Ahmed ki nawasiummat ki nigaho mein nahi sharm zara si..(2)kaaba..is ghum mein siyah posh hai kaabaghar zehra ka veeran hua haiaye logo Mohammad ka nawasa pardes mein mehmaan hua hai..(2)5. Is ghum mein siyah posh hai kaaba bhi haram bhikulsoom bhi, zainab bhi, shehenshah e umam bhiakbar bhi, chacha jaan bhi, aur unka alam bhi..(2)sughra..ye dard bataye kise sughraghar zehra ka veeran hua haiaye logo Mohammad ka nawasa pardes mein mehmaan hua hai..(2)6. Ye dard bataye kise sughra ke hua kyaghar qabr sa lagta hai na akbar hai na babais qabr mein hai fatema sughra ka janaza..(2)sadmaa...sughra ko rulata hai ye sadma...ghar zehra ka veeran hua haiaye logo Mohammad ka nawasa pardes mein mehmaan hua hai..(2)7. Sughra ko rulata hai ye sadma ali akbargharwalo ki furqat mein guzar jayegi khwahardekhu koi gehwara to yaad aate hai asghar..(2)ab to...daaman mein mere reh gaya ab kyaghar zehra ka veeran hua haiaye logo Mohammad ka nawasa pardes mein mehmaan hua hai..(2)8. Daaman mein mere reh gaya ab kya mere nanamazhar yehi faryaad kiya karti thi sughratum chaho jo beemar ke zakhmo ka madawa..(2)nauha...irfan suna do yehi nauhaghar zehra ka veeran hua haiaye logo Mohammad ka nawasa pardes mein mehmaan hua hai..(2)Hasan hussain imam hussain haaye husainahaaye husaina, haaye husainaHasan hussain imam hussain haaye husaina

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.