1. Kannoon mustafa ka duniya may tod ke,Maulaa Ali vali k daaman ko chod ke -2Kis mooh say jaa rahaa hai mohd k shaher may2. Allah nay dekho kholaa kaisa ye raaz hai,Jis haaji per nabi ki beti naraaz hai - 2Laanat kamaa rahaa hai mohammed k shaher me3. Dil ki yahi sadaa hai al ajal yaa imaam...Gaibat ko apni chod k aajaaiye imaam.. - 2Badlaaa Ali ka lengay mohammed k shaher may4. Kismat say choor hokar aayaa nabi ke paas,khaakar rahem hussain nay rakhli hai uski laaj - 2Rahib nay bete paaye mohamed k shaher may5. Haq fatemaa kaa khaakay soye hai aas paas,Mahdi jo aajaengay, kholengay unkay raaz - 2Zindaa umar jaalaaengay mohammed k shaher may6. Jangay ohad say bhaagay they ghodo ko chod kar,Chehre ko apne dhaap ke chaadar ko odh kar - 2Thaktay thakkaaate aae they mohammad ke shaher may7. Dil ki hai ye tamanna majlis kare wahaParcham uthaaye gaazi ka mehfil kare waha - 2Maatam kare hussain ka mohammad ke sheher me8. Kya khaak jaante hai wo azmat rasool kiKehne ko sirf rakhte hai ulfat rasool ki - 2Aur naate baja rahe hai mohammad ke sheher me.
Mohammad ke Sheher me
Miscellaneous · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.