Mohammad swallallahu alaihi wa aale hi wa sallam..(2)Mohammad mohammad..(2)Wo nabiyo me rehmat laqab paane wala..(2)Murade ghareebo ki bar laane walaMohammad mohammad..(2)1. Hai ehsaan tera ke aaya zamee parcharaghe hidayat jalaya zamee parmohabbat ka maskan banaya zamee parMohammad mohammad..(2)jihalat ki tareekiyo me ujaalaMohammad mohammad..(4)2. Sikha di bashar ko ibadat khuda kisajai jo tune adalat khuda kitu hai sabse pehli shahadat khuda kiMohammad mohammad..(2)teri paak hasti khuda ka hawalaMohammad mohammad..(4)3. Saubat bhi ummat ki khatir guzarisahe tanz ke teer aur sang baarimagar teri himmat ke himmat na haariMohammad mohammad..(2)hua tujhse islam ka bolbalaMohammad mohammad..(4)4. Abuzar ho salman ho ya ho qambarsabhi ke saware hai tune muqaddarazane bilali ka mehwar tera gharMohammad mohammad..(2)tere wasf aql e bashar se hai baalaMohammad mohammad..(4)5. Khadija si zawja to zehra si dukhtarakhi o wasi aur damaad haiderkisi ke nawase nahi tujhse badhkarMohammad mohammad..(2)husain o hasan ne shariat ko paalaMohammad mohammad..(4)6. Tere dil pe utra hai quran saarake jisse zamane ko tune sawaratera qaul sadiq hai duniya me baaraMohammad mohammad..(2)tera ek humnaam hai aane walaMohammad mohammad..(4)7. Zamane ne kya kya na tohmat lagaitere khoo ki pyasi thi saari khudaimagar shamme tauheed tune jalaiMohammad mohammad..(2)zamane ko mushkil se tune nikalaMohammad mohammad..(4)8. Zamane ki tujhse adawat bhi dekhimagar humne teri mohabbat bhi dekhinawase se teri ye nisbat bhi dekhiMohammad mohammad..(2)teri kaali kamli alam uska kaalaMohammad mohammad..(4)9. Tere darr ke naukar hai farhan o mazhardua kar rahe hai ye sar ko jhuka karbanade muqaddar ka humko sikandarMohammad mohammad..(2)humare ta'arruf ka tu hai hawalaMohammad mohammad..(4)
Mohammad Mohammad
Farhan · 2010
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.