Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Mubarak ho ye shaadi

Ali Safdar · 2014

Mubarak mubarakMubarak ho yeh shaadi....x4MubarakJahan shaadi ki mehfil ho kaside ham sunate hain..x3Jahan shaadi ki mehfil ho.....Jahan shaadi ki mehfil ho kaside hum sunate hainMubarak ho......x2Ali ke chahnewale khushi aise manate hainJahan....x2Wilawaley yaha par hain,wali ka zikr lazim hainKhudawaley yah par hain,nabi ka zikr lazim hainAliwaley ki shaadi hain,Ali ka zikr lazim hainKoi milad karte hainKoi milad karte hain, koi mehfil sajate hainMubarak ho...x2Ali ke....Jahan shaadi....Jahan ho zikr e Zehra,Aasman aisi zameen hogiWahan mahaul me bhi pakeezgi bhi bil yaqeen hogiAli ki manqabat hogi toh mausiqi nahi hogiGunahon se har ek takreebGunahon se har ek takreeb, daamal bachate hainMubarak ho...x2Ali ke...Jahan shadi...Koi apni khushi ho panjetan ko shaad rakhte hainCharage karke hum farshe aza abaad rakhte hainWoh mehfil ho ke majlis karbala ko yaad rakhte hainTabarruk bhi khilate hainTabarruk bhi khilate hain toh paani bhi pilate hainMubarak ho...x2Ali ke...Jahan shadi...Farishton ne kaha mango dua, shaadi mubarak hoDulhan hain Binte Ahmed Fatema, shaadi mubarak hoKhuda ke ghar ka dulha aa gaya, shaadi mubarak hoMubarakbaad dene keMubarakbaad dene ke liye Jibreel aate hainMubarakx2Ali ke...Jahan shaadiZamana daar par dekhe, zara Meesam ki daar aayiBanaya daar ko mimbar,mili mae'raj goyaaiAli ka qaul saccha hogaya hain,yeh khushi paayiZabaan jab kaati jati hainZaban jab kaati jati hain, toh Meesam muskurateMubarak ho...x2Ali ke...JahanSuna Qur'an payi manzile mae'raj shaadi mainSuna Abbas ko dekha wafa ka raj shaadi meinHasi kitna hain maulai ke sar par, aaj shaadi meinAli.ka zikr sunne agaye hain aaj shaadi meinGale milte hain sab mominGale milte hain sab momin, hath bhi sabse milate hainMubarak ho...x2Ali ke...Jahan shaadi...Mubarak ho yeh shaadi, bas dua yeh hain meri maulaPayambar aur Khatija ki tarah rishta rahe sacchaAli ke ishq main sanshaad woh har dam hasi dulhaAta ho teri rehmat se dulhan ko seerate ZehraYaha duniya aur jannat me kayam rahe rishtaMohabbat inme ho bas misle hubb e Aadam o HawwaHain ek naemat to ek rehmat ,kamar beti ho ya betaBane aulaad inki naasirane lashkare maulaUtha kar haath Safdar, duaen dete jate hainMubarak ho....x2Ali ke ....JahanMubarak ho yeh shaadi

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.