Sham haye shaam....(4)Abid se jab watan me kisi ne kiya kalam.Guzre kaha pe zyada jafa tumpe ya imamHazrat ne teen bar kaha shaam shaam shaamSar nange sara kunba tha aur gird khaas o aamBewo ka naam leke aduw shaad hote theBaba ka sar bhi rota tha aur hum bhi rote the..Haye shaam ne maar diyaHa mujhe shaam ne maar diyaJabtak bhi rahe zinda...(2)Sajjad ka nauha tha...Haye shaamHaye shaam ne maar diyaHa mujhe shaam ne maar diyaHaye shaam....(3) shaaam...haye shaamKaise na bahe khoo ankho seKhanjar hi chala hai aisaDam meri jawani tod chukiBazar hai maqtal meraWallaha mai zinda hu...(2)Kehne k liye warnaHaye shaamHaye shaam ne maar diyaHa mujhe shaam ne maar diyaHaye shaam....(3) shaaam...haye shaamPhir jata hai meri nazro meBazar e shaam ka manzarMahsoos ye hota hai mujhkoHai sath phupi be chadarTay mujhse nahi hota...(2)Baazaar madine ka.....Haye shaamHaye shaam ne maar diyaHa mujhe shaam ne maar diyaHaye shaam....(3) shaaam...haye shaamKehti hai shariyat sar na khuleAwaz e azaa'n jab aayePar ahle haram sarpar apnehaatho ko bhi rakh na payeRassi me aseero'n ko...(2)Is tarha se jakda tha..Haye shaamHaye shaam ne maar diyaHa mujhe shaam ne maar diyaHaye shaam....(3) shaaam...haye shaam(sangat)Ho yaaaad.(2)Jado taa chup chup sajjad rehndaUsey haal koi na keh na shaam da bazar daJede zulm dekhe aabid....(2)Dhundiya....dhundiya de safar...Meeras shahadat hai meriKya ye bhi mera virsa thaphupiyo ko liye jo be chadarIs shahar se mai guzra thaSajjad ka maqtal hai....(2)Is shahar ka har kucha...Haye shaamHaye shaam ne maar diyaHa mujhe shaam ne maar diyaHaye shaam....(3) shaaam...haye shaamJab hath dua ko uthte haiDil gham se mera phat ta haiAati hai sakina yaad mujheMehsus yahi hota haiJaise mere hatho par...(2)Rakkha hai koi lasha.....Haye shaamHaye shaam ne maar diyaHa mujhe shaam ne maar diyaHaye shaam....(3) shaaam...haye shaamGar ahle madina tum apneGhar mujko bulana chahoKhushiyo me nahi aa sakta kabhiMajlis ka farsh bichhaoBaki nahi khushiyo se....(2)Ab koi mera rishta...Haye shaamHaye shaam ne maar diyaHa mujhe shaam ne maar diyaHaye shaam....(3) shaaam...haye shaamBaazaar me zainab ka janaKya maut se kam iza thikyu zahar diya zalim mujhkoAb iski zarurat kya thiPehle hi takallum jab....(2)Kehta tha mera maula....Haye shaamHaye shaam ne maar diyaHa mujhe shaam ne maar diyaHaye shaam....(3) shaaam...haye shaamHaye shaam ne maar diyaHa mujhe shaam ne maar diya...(3)
Mujhe shaam ne maar diya
Mir Hasan Mir · 2012
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.