Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Mukhtar Zindabad

Mir Hasan Mir · 2012

Ya Lisaratil Hussain..(6)Mukhtar, Mukhtar, Mukhtar Zindabaad, Mukhtar Zindabaad!Ai Qasr-e-Inteqaam Ke...Ai Qasr-e-Inteqaam Ke Me'maar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!Mukhtar Zindabaad..(4)1. Parcham Pe Ye Hussain Ke Likha Hai Bakhuda,Badla Khuda Ne Lena Hai Qatle Hussain Ka,Yaani Hai Tu Khuda Ka..Yaani Hai Tu Khuda Ka Madadgaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!Mukhtar Zindabaad..(4)2. Haasil Use Bhi Baap Ke Jaisa Kamaal HaiTaakat Tumhari Maalik-e-Ashtar Ka Laal HaiKya Muntakhib Kiya Hai...Kya Muntakhib Kiya Hai Alamdaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!Mukhtar Zindabaad..(4)3. Cheda Nahi Ushe Jo Azadaar Mil GayaChhoda Nahi Jo Sheh Ka Gunahagaar Mil GayaAisa Hi Hona Chahiye...Aisa Hi Hona Chahiye Kirdaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!Mukhtar Zindabaad..(4)4. Shimr O Umar, Tufail, Ibn-e-kahil-e-shaqiIbn-e-numayr, Ibn-e-anas, Ibn-e-wajibiChun Chun Ke Tu Ne Maare...Chun Chun Ke Tu Ne Maare Gunahagaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!Mukhtar Zindabaad..(4)5. Ghar Ghar Se Aa Rahi Hai Sada Ya Hussain KiAb Tak Sadaayen Deti Hai Kufe Ki Har GaliTu Zindabaad Aur...Tu Zindabaad Aur Teri Sarkaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!Mukhtar Zindabaad..(4)6. Munsif Bhi Khud Hai Khud Hi Tu Apna Wakeel HaiMaasoom Ki Khushi Tere Haq Mein Daleel HaiRaazi Hai Tujh Se...Raazi Hai Tujh Se Aabid-e-beemaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!Mukhtar Zindabaad..(4)7. Lamhe Nabi Ke Ghar Mein Kuchh Aaye Hain Chain KeChun Kar Jo Tu Ne Maare Hain Kaatil Hussain KeMismaar Kar Di...Mismaar Kar Di Zulm Ki Deewaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!Mukhtar Zindabaad..(4)8. Mukhtar Naama Haq Ki Takallum Hai DaastaanKhoon Mein Naha Ke Kehti Hai Kufe Ki Surkhiya'nChilla Raha Hai Shaam Ka...Chilla Raha Hai Shaam Ka Akhbaar Zindabaad Zindabaad Zindabaad!Mukhtar, Mukhtar, Mukhtar Zindabaad!Mukhtar, Mukhtar, Mukhtar Zindabaad!Ya Lisaratil Hussain...

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.