Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Musalle pa maine

Miscellaneous · 2014

Musalle pa maine ali ka qasida juhi gun gunayasavere savere...Khuda ki qasam phir, ibadat ka mujhko bada lutf aayasavere savere...1. Nikal kar andhero ke narghe se HURR jabdare sheh pe aaya, savere saveretoh zehra ke bete ne ek pal me uska, muqaddar jagayasavere savere...2. Malaek ne jis waqt madho sana ki,fizao'n me goonji sadaa, ya ali kiparindo me bhi apni boli me naara, ali ka lagayasavere savere...3. Hai marzi-e-hasnain marzi khuda kiabhi sayyeda ki labo'n par dua thilebaas e jina leke rizwan e jannat ne, darr khat khatayasavere savere...4. Mehek baaghe ismat ki har simt phaylilaga yu ke aamad hui sayyeda kijuhi maine ghar me hadees e kisa ke, diye ko jalayasavere savere...5. Wo kasrat se warzish ka aadi tha mullake bachpan se pakka fasadi tha mulla, jehadi tha mullamagar jab azaa'n me suna naam e haider, bada tilmilayasavere savere...6. Mai naade ali padhke soya tha shab kopasand is qadar aayi ye baat rabb ko'sohail' ek farishta shifa'at ki meri, sanad leke aayasavere savere...

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.