Azadari MediaAzadari Media

मुसलमानों ने मारा बाबा Musalmano Ne Mara Baba

Mir Shah Rizwan

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
aap ke baad musalmano ne mara babahaath pahlu se nahin uthta hai mera baba1Sare darbar kiye usne sanad ke tukdeaap ki beti ne haq manga jo apna baba2jo laga wakht sanad tukron ko chnne men mujhe ho gai utne hi lamhon men zaifa baba3amma darbaar se ai hain to kiun roti hainjite ji mar gai zainab ne jo pucha baba4dar laga rahta hai zainab ye nishan dekh na lemaine rukhsaar ko zainab se chipaya baba5ab nigahen bhi mila pati nahin beton se Samne bachchon ke khaya h tamacha baba6aap ki beti sahare se hai chalti dekho haal kiya kar diya ummat ne hamara baba7Pasliya'n tooti thi mai Uth bhi ni sakti thijalte dar se mujhe fizza ne nikala baba8hath pahlu se nahin uthte namazon men merepahlo es tarha shikta hai hamara baba9hashr ke rooz ho Rizwan ki mushkil asa'nIsne likkha h mere Dard ka nauha baba✍️Mirshah Rizwan

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.