na alam na chacha na shah-e-karbala, shaam hogayijo bhi ghar se gaya wo na phir aa saka, shaam hogayiraah takti rahi shiddate pyas may,kat gaya din isi aas hi aas maykoi aaya nahi jaane kya hogaya, shaam hogayina alam na chacha....pani lene gaye dayr kitni hogayi,din dhala ay chacha shaam-e-gham aagayikhushk hai ay chacha mera ab tak gala, shaam hogayina alam na chacha....kisko aawaaz doo huk ke maidaan may,kaun hai jo sune is biyabaan mayde rahi hoo tumhein jaane kabse sada, shaam hogayina alam na chacha....laut aao ke paani nahi chahiye,khao mujpar taras ab khuda ke liyemashk khaali hi le-aao ab to chacha, shaam hogayina alam na chacha....jaake maidaan may baba bhi aaye nahi,ab to jhoole may asghar bhi haaye nahiqaima jalta hai yu jaise koi diya, shaam hogayina alam na chacha....ro rahi hai phuphi chin gayi hai rida,maarte hai tamaache mujhe ashkiyaaqaima jalta hai yu jaise koi diya, shaam hogayina alam na chacha....baazuon may rasan baandhne aagaye,khainchke legaye dur mere kaan sehogaya khoon se tar saara kurta mera, shaam hogayina alam na chacha....lo chacha suve zindaan chali ghamzada,alvida alvida ay qateel-e-jafalijiye aapse ho rahi hoo juda, shaam hogayina alam na chacha....nowha rehaan majlis may sunke tera,chasme giriyaan ko ye hosh kab hi rahakab sahar hogayi aur kab dhin dala, shaam hogayina alam na chacha....
Na alam na chacha
Nasir Zaidi · 2009
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.