Haye asghar, haye sakina..(4)Zindaa'n se reha hokar banoab kya jayegi madinana asghar hai na sakinahaye asghar, haye haye sakinaBibi ke liye kitna mushkil..(2)is haal mein hoga jeenana asghar hai na sakina1. Khali jhula shehzade kaaur khoon mein tarr ek baalijab dekhegi ghar mein aakarzindaan se aane walitukde tukde hojayega..(2)be khanjar uska seenana asghar hai na sakina2. Ek ki turbat tareeki meinaur dhoop mein ek ka laashawo bhi pyaasi duniya se gayiaur mar gaya wo bhi pyaasakisko baali pehnaye ab..(2)aur kisko jhulaye jhulana asghar hai na sakina3. Jab khelte bache dekhegikya guzregi bano paryaad aaenge jab apne bachhechal jayega dil par khanjarjab saath nahi dengi saanse..(2)kaise wo rahegi zindana asghar hai na sakina4. Ab isse bada kya hoga sitamaye chashme falak tu batlaaulad se ronak hoti haiuthta hai jo koi laashalekin bano ki mayyat par..(2)ab kaun hai rone walana asghar hai na sakina5. Jo baat kahi thi bacho'n seusne ta umr nibhayina paani piya thanda usnena khud saaye mein aayibas dhoop mein baithi sham o sahar..(2)kehti hi rahi ye hazinana asghar hai na sakina6. Lori ki sadaa nauha bankarzindaan se ghar tak aayimaa se sughra ye puchti haiye kaisi hai tanhayiab maa ne agar sach bol diya..(2)to mar jayegi sughrana asghar hai na sakina7. Nauhe mein kaha'n tak meer hasanrehan wo manzar likhheawaaz teri nauhe mein dhaliaati hai sadaa matam seye kehkar aye pursa daro..(2)zahra ko pursa denana asghar hai na sakinaZindaa'n se reha hokar banoab kya jayegi madinana asghar hai na sakinahaye asghar, haye haye sakinahaye sakina.. haye sakina..haye asghar, haye sakina
Na asghar hai na sakina
Mir Hasan Mir · 2007
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.