[Na maaro na maaro naa naa maaro] ×2[Na pathar maro mein zainab hu] ×2[Na maaro na maaro naa naa maaro] ×2Mein bewatan mein berida bhai mera maara gaya, Baba ali maa sayyada karte ho kyo mujh pe jafaa[Na pathar maro mein zainab hu] ×2Mehmaan bula kar lut liya kaata hai mere bhai ka galaa, Be gaur-o-kafan hai fauj-e-khuda ay ehle sitam ay ehle jafaa [Mein zainab-e-hasta jigar jalti zameen par hai safar] ×2 Bahi ki ho mein nauha gar kyo na kaho sar peet kar[Na pathar maro mein zainab hu] ×2Aayee thi bhara ghar lekar mein tumne woh bhara ghar loot liya, Looti hai ridaye bhi sar se say rooz hame paani na diya [Khoon se bhara hai pehrahan zakhmi hai pehle se badan] ×2 Ho thi seene mein dukhan mein ho waqaar-e-panjetan[Na pathar maro mein zainab hu] ×2Kaanto pe chalaate ho hamko bejurm sataate ho hamko, Dikhlake azeezo ke lashe tumlogh rulate ho hamko [Mein dukhtar-e-sher-e-khuda nana mera hai mustafa] ×2 Cheeni hai kyon meri ridah tumko khuda ka waasta[Na pathar maro mein zainab hu] ×2Mehmaan bula kar lut liya kaata hai mere bhai ka galaa, Be gaur-o-kafan hai fauj-e-khuda ay ehle sitam ay ehle jafaa [Mein zainab-e-hasta jigar jalti zameen par hai safar] ×2 Bahi ki ho mein nauha gar kyo na kaho sar peet kar[Na pathar maro mein zainab hu] ×2Taurao na ootho ko aise bachon pe zara kuch rehm karo, Maaon ke dilo ke ai zaalim is zulm-o-sitam tukde na karo [Karte ho kyo ham pe sitam ghut ne lagaa bacho ka damm] ×2 Ham sab nabi ke hai haram tumko mohammad ki kasam[Na pathar maro mein zainab hu] ×2Na maaro na maaro na na maaro[Na pathar maro mein zainab hu] ×2
Na patthar maro
Hassan Sadiq · 2003
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.