Ya ali..(10)Ya ali madad..(2)Mushkil me hai mushkil se ye bachne ka saliqa..(2)hai roze azal se yahi nabiyo ka wazifaali ya ali..(4)naade aliyan mazharal ajaeb..(4)1. Pehra ilahiyaat pe nade ali ka haiek khauf mushkilaat pe nade ali ka haisaaya ajaebaat pe nade ali ka haiehsaan kayenaat pe nade ali ka haihai wird dhadkano ka yahi ya ali madadnade ali se waqf bani ya ali madadali ya ali..(4)2. Wo kaun hai ali ne kaha hai jise alijiske qadam qadam se lipat kar wafa chalijisne sipahe shaam se har saans cheenliummul bani ka chaand wo waliyo ka hai walikehti hai karbala ye ta'arruf usi ka haiabbas naam dusra nade ali ka haiabbas alamdar..(2)abbas alamdar shehenshahe madinaabbas alamdar..(2)3. Bedast jab ye sher gira farsh e khaak parkhaime ki simt sharm ke maare na ki nazarek aah bhari aur, kaha aaqa alvidakehne lage husain kamar apni thaam karnaade aliyan..4. Us din laraz rahe the zameen aur aasmaankhaime se dekhti rahi kadiyal jawa ki maasheh khaichte the sinae akbar se jab sinabano ke kaanpte hue hoto'n pe tha rawaanaade aliyan..5. Dhalne lagi jo daste musibat me dopaharsajde me the husain sitamgar tha pusht parek bibi thi tawaf jo karti thi nange sarzainab tadap ke reh gayi manzar ye dekh karankho me bekasi ka andhera sa chhaa gayabesakhta zabaan pe zainab ki aagayanaade aliyan..6. Tey hai ye baat mir takallum wo aaengenaade ali ka daur jaha ko dikhaengejis roz izn fatema zehra ka paengemaula ye keh ke pardae ghaibat uthaengeawwalona mohammadawsatona mohammadakheruna mohammadwa kulluna mohammadman kunto maula hu fahaza aliyun maula..(2)ali ya ali ..(3)
Nade ali
Shahid Baltistani · 2009
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.