Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Najaf Se Liye Qafela Chala Mai Chala Karbala

Muqarrib Raza · 2021

Najaf Se Liye khafela Chala Mai chala Karbala,Hai Paidal Safar Ye MeraChala Mai chala Karbala-21) Mai Hun Matimi Maula Shabbir ka,Mere Saat Hai Fatima Ki Dua,Liye Parchame Bawafa.. chala Mai chala Karbala.Najaf se Liye Khafela,Chala mai Chala Karbala-22) Sowe Roza-eAzadarun ka Ek Samandar Chala,Yahan Zawwari Karne Chala.Chala Mai chala Karbala.Najaf se Liye Khafela,Chala mai Chala Karbala-23) Ali Murtuza Mujh se Rasi Howe,Nabi Mustafa Mujh se Razi Howe,Howa Razi Mera Khuda.Chala Mai chala Karbala.Najaf se Liye Khafela,Chala mai Chala Karbala-24) Labun Pe Hain Noha Nigahein Hain Nam,Jai Shahe Shaheedan ka Sene Me Gham,Hai Dil Me Ali ki Wila..Chala Mai chala Karbala.Najaf se Liye Khafela,Chala mai Chala Karbala-25) Baraye Azadar Har ek Gaam,Niyaaz-e-Hussaini ka Hai Ehtemaam,Sabeelon ka hai Silsila.Chala Mai chala Karbala.Najaf se Liye Khafela,Chala mai Chala Karbala-26)Hain Kamsin Jawa'n bodhay Bimaar bhi,Kaneezan e Zainab Hain Shamil SabhiLiye Karwaan-e-Aza. Chala Mai chala Karbala.Najaf se Liye Khafela,Chala mai Chala Karbala-27) Bulaye Hain Ham Sabko Ibne Ali,Labon Par Sadayein Hain Labbaik Ki,Hai Matam Hussaini Bapa. Chala Mai chala Karbala.Najaf se Liye Khafela,Chala mai Chala Karbala-28) Muqarrib ke lab par hai ye ilteja,Hai jawwad ki bhi ye maula SadaMujhe apne roza dikhadi. Chala Mai chala Karbala.Najaf se Liye Khafela,Chala mai Chala Karbala-3

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.