Nana neend Nahi AundiNana Neend Nahi AundiNana Neend nahi aundi hai karu roz duwawa x3Viran kyu nahi aaye hai x3Roro tak diya rawaNana Neend nahi aundi hai karu roz duwawa x2Hai Muntazir nigahe baithi hu raah parDeti hu main sadayen baithi hu raah parViran kyu nahi aaye hai .Nana mere baradar kyon chod kar gayeBimar ko rulakar kyon chod kar gayeViran kyu nahi aaye hai .Kasim ko yaad kar ke roti hu raat dinAnkho main ashk bhar ke roti hu raat dinViran kyu nahi aaye hai .Tarsi huvi hain aankhen asger tera liyeJula bani hai bahain asger tere liyaViran kyu nahi aaye hai .Lene na mujko aaye naraz kyo huweBaba bhi gar na aaye naraz kyo huweViran kyu nahi aaye hai .Lo Aun aur jaffer kyon lawt te nahiNana mere baradar kyon lawt te nahiViran kyu nahi aaye hai .Hujro mein sab ke jakar kar ti hu yaad meinAkber ko jake der par karti hu yaad mainViran kyu nahi aaye hai .Kisko gale lagau ab kaun paas haiKyon roz derpe jau kya mujko aas haiViran kyu nahi aaye hai .
Nana neend Nahi Aundi
Irfan Haider · 2001
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.