Haye zainab, haye haye zainabBazaar hokar, zindaa'n se chhut karzainab aagayi nanapardes jaa kar, ujda mera gharbichde baradar, sab kuch luta karnana tere sheher mein zainab ujad ke aagayi..(2)Mai to ujad gayi hu..(2)karbobala basa gayinana tere sheher mein zainab ujad ke aagayi..(2)1. Aye nana sun sako to rudaad e ghum sunaujo zakhm mai ne khaye wo sab tumhe dikhausare karbala, mera ghar lutabaradar gaye, chhini hai ridaMai to ujad gayi hu..bhai se jo kiye wo, waade sabhi nibha gayinana tere sheher mein zainab ujad ke aagayi..(2)2. Mahe rajab mein mera bhai watan se niklaaye nana baad tere ummat ne yu satayasuwe karbala, chala qaflamusafir bana, tera laadlaMai to ujad gayi hu..ab mera ghar lutega, ye baat dil ko kha gayinana tere sheher mein zainab ujad ke aagayi..(2)3. Sheh ne zamee'n kharidi karbal hai naam jiskaitne mein ashkiya'n ki faujo'n ne hum ko gherakhayam e haram, khuda ki qasamhate nehr se, hua ye sitamMai to ujad gayi hu..ye baat mujhko nana, tasveer e ghum bata gayinana tere sheher mein zainab ujad ke aagayi..(2)4. Phir saatwi se nana pehre pe alqama parpani ki bandishe thi aulad e fatema parmere tifl sab, hue jaa'n ba labghareeb ul watan hue tashna labMai to ujad gayi hu..ye dard sehte sehte, ashoor ki shab aa gayinana tere sheher mein zainab ujad ke aagayi..(2)5. Ashoor ki wo shab to rote hue guzarisubh e daham ki nana akbar ne jab azaa'n diwigha zulm ki shuru hogayisare karbala qayamat huiMai to ujad gayi hubhai ne jo kharidi, sab ko zamee'n ye kha gayinana tere sheher mein zainab ujad ke aagayi..(2)6. Ek ek karke nana peer o jawa'n sidharemaqtal mein koi soya koi neher kinaregule tan mere, baradar merekhafa hogaye, kahi'n khogayeMai to ujad gayi hu..naio pe sab ke sarr the, kaisi ghadi ye aa gayinana tere sheher mein zainab ujad ke aagayi..(2)7. Khanjar chala tha jis dum shabbir ke gale parsab zulm dekhti thi ye badnaseeb khwahargala kat gaya, mere bhai kakafan bhi use, nahi mil sakaMai to ujad gayi hu..phir iske baad nana, andhi ghumo ki chha gayinana tere sheher mein zainab ujad ke aagayi..(2)8. Larza nabi ka roza 'mazhar' ye bayn sunkarkaise bayaa'n karega farshe azaa pe 'safdar'kaha'n ho saka, baya'n qaid kayehi khatm hai, mera marsiyaMai to ujad gayi hu..kehti thi bint e zehra, nana mai lutke aa gayinana tere sheher mein zainab ujad ke aagayi..(2)
Nana tere sheher mein
Safdar Abbas · 2015
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.