Azadari MediaAzadari Media

NARAZ GAI HAI ZEHRA

Arshad Ali · Poet: Zeeshan Abidi · 2026

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Haaye zehra (4time)Darbaar Bulane Walon se Naraz Gain Hain Zehra s.a (2times)Haq Cheen Kay Khane Walon se (2times)Naraz Gain Hain Zehra s.aDarbaar Bulane Walon se Naraz Gain Hain Zehra s.a (2times)Sarkar e Do Alam Jis Dar pe Aate the Salami DeneAfsos Nabi Kay Baad Wahan Log Aaye Aag Utha KayDarwaza Jalane Walon se (2times)Naraz Gain Hain Zehra s.aDarbaar Bulane Walon se Naraz Gain Hain Zehra s.a (2times)Rassi Thi Ali ki Gardan mein aur Dekh Na Paiin BibiHaider ko Bachane Zalim se Jan Peeche Aaiiin BibiDurre Barsane Walon se (2times)Naraz Gain Hain Zehra s.aDarbaar Bulane Walon se Naraz Gain Hain Zehra s.a (2times)Afsos Nabi ki Beti ko Is Gham ne Ziada MaaraBete Kay Saamne Zalim ne Hans HansTamancha MaraShabbar a.s Ko Rulane Walon se (2times)Naraz Gain Hain Zehra s.aDarbaar Bulane Walon se Naraz Gain Hain Zehra s.a (2times)Dil Torr Dia Kuch Logon ne Allah Kay Paighambar KaInkar Wilayat ka Kar Kay Haq Cheen Lia Haider KaFarman Bhulane Walon se (2times)Naraz Gain Hain Zehra s.aDarbaar Bulane Walon se Naraz Gain Hain Zehra s.a (2times)Darbar mein Aik Sitamgar Zehra pe Sitam ye DhayaTehreer Kay Tukre kar Dale Siddiqa ko JhutlayaTehreer Mitane Walon se (2times)Naraz Gain Hain Zehra s.aDarbaar Bulane Walon se Naraz Gain Hain Zehra s.a (2times)Deewar aur Dar Kay Beech mein jab Aaii thi Nabi ki BetiHaye Pasliyan Tootin Zehra s.a ki aur Mara gaya Mohsin bhiDarwaza Girane Walon se (2times)Naraz Gain Hain Zehra s.aDarbaar Bulane Walon se Naraz Gain Hain Zehra s.a (2times)Zeeshan Aur Arshad Aaye Hain Ayyam e Azaa e Zehra s.aYe Keh kayNabi ko Zehra s.a ki Ghurbat ka Denge PursaAfsos Zamane Walon se (2times)Naraz Gain Hain Zehra s.aDarbaar Bulane Walon se Naraz Gain Hain Zehra s.a (2times)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.