Azadari MediaAzadari Media

Nauhakhwan Riyaz Abidi

Syed Riyaz abidi · Poet: Johar Naqvi Shikarpuri · 1445

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Gham me ghiri hain fatima zehraZakhmi hui hain fatima zehraDil ki dukhi hain fatima zehra.Khud sare darbar inko bulayaHaye kisi ne ye bhi na socha.Binte nabi hain fatima zehra..Khon rulaye ab bhi wo mnzarBethe hue hain sare sitmgar.Kb se khari hain fatima zehra..Haye musibat binte nabi ki.Ho gaya pehlu bibi ka zakhmiAse giri hain fatima zehraKese bya ho haye wo manzar.Jalta hua dar uspe sitamgar.Niche dabi hain fatima zehra..Zehra ke gham ka hoga baya kya.Haye shikam mai mar gaya beta.Or na bachi hain fatima zehra.Chhor gaye tum jb se a baba.Chain zara bhi mene na paya.Bol rahi hain fatima zehra ..Kesa sitm ye krte hen be peerPhar rahe hen baba ki tehreerRone lagi hain fatima zehra...Kesi jafaye.n ho gai un parHaye qayamt bade paymabrJhuk ke chali hen fatima zehra..Johar o reyaz hai ye haqiqt.Dengi yaqinan tum ko wo jnnatItni sakhi hain fatima zehra

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.