Hussain ya hussainhussain shaafi, hussain kaafi..(2)nazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2)Parcham khula hua hai hussaini asool kanazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2)1. Hai akhri salam ko akbar jhuke hue..(2)naksha bana hua hai ruku e rasool kaya hussainhussain shaafi, hussain kaafi..(2)nazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2)2. Jo hurmala ke teer ko asghar ne di shikast..(2)ab bal nikal gaya hai umayya ki bhool kaya hussainhussain shaafi, hussain kaafi..(2)nazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2)3. Allah ki kul raza ka malik mera hussain..(2)matlab ye hai nabi ke sajde mein tool kaya hussainhussain shaafi, hussain kaafi..(2)nazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2)4. Hai paani band malik e kausar ki aal par..(2)mu'n dekhti hai bibiya'n zahra ke phool kaya hussainhussain shaafi, hussain kaafi..(2)nazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2)5. Munkir nakeer mujhse jo kuch sadaa..(2)keh dunga nauhagar hu janabe batool kaya hussainhussain shaafi, hussain kaafi..(2)nazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2)
Nazil hai karbala me nawasa rasool ka
Nazim Party · 2012
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.