Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Noha Tha Hasan Husain Ka

Anfaal Husain · 2021

Noha tha hasan husain kaHay ham yateem Ho gayeSar se saaya Baap ka UthaHaye Hum Yateem Ho gaye1) Gham ki is Ghadi mein baba jaanWaqt le raha hai ImtehanJism se nikal rahi hai jaanDar hai gir na jaaye aasmanKaash aati hamko bhi qaza2) Hale Dil kise Sunaye humMil rahe hai Gham bhi dambadamHo rahe hai kisliye sitamPuchte ham se bhi haramKya batayen ham sabab hai kya3) Khatam Aapka hua SafarLe gaye ho saath zakhm e sarPhat rahe hai dekh kar jigarHogaya Kafan bhi khoon se tarBeh raha hai khoon aapka4) Dar hai Aise Haal mein kahinDekhle na Zainab e hazeenHill rahi hai der se zameenAapke bina sukoon nahiPadh rahe hai sab ye marsiya5) Maa ke baad sar pe aapkeJee rahe the ham sukoon seBaba is bhare jahan meinHam pe ye sitam kisliyeHam se aisi kya hui khata6) Dhak gaya hai din hui hai shaamAb hai Zindagi Ghamon Ke naamZulm ne kiya Kahata QalaamLelo baba Aakhiri SalaamYa Aliyo Wa musibata7) Ro raha hai aaj Sara gharJaane kis ki lag gayi nazarBaba aapko to hai khabarKhoon mein sabhi ha tar batarHar koi hai gham mein mubtela8) Kese leke jaayen Qabr takHai zameen pe aaj sab malakDekhne ki aapki jhalakJhuk Gaya aye baba jaan FalakBand hai Har ek Raasta9) Aye kareem baap ke kareemAye Raheem bhai ke RaheemKya batayen Paikar e azeemHam Hi ek nahi hue YateemAaj Jane kitno ne kahaHay ham yateem Ho gayeNoha tha hasan husain kaHay ham yateem Ho gaye

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.