Haye ghareeb e zehraHaye ghareeb e zehraHaye ghareeb e zehraHaye ghareeb e zehraEk shakhs ka jawaan pisar qatl hogayahar baap ki tarha se woh sadma na seh sakarote hue hussain ke roze ka rukh kiyakehne laga ke mujh mein nahi itna hauslamaula batayein farz nibhate hai kis tarhanoor e nazar ki laash uthate hai kis tarhaMaula batayein farz nibhate hai kis tarhanoor e nazar ki laash uthate hai kis tarha..(2)1. Ankho'n ka jo ujala tha woh, laal margayanaazo se jisko paala tha woh, laal margayaatthara saal wala tha woh, laal margayamamta ka jo hawala tha woh, laal margayamaa ko khabar ye jaake sunate hai kis tarhanoor e nazar ki laash uthate hai kis tarhamaula batayein farz nibhate hai kis tarhanoor e nazar ki laash uthate hai kis tarha2. Bete ki laash dekhke khud laash bangayabeta jawaan mar gaya zinda rahu mai kyayeh aapka jigar hai jo sadma yeh sehgayayaani jawaan bete ka laasha utha liyahaatho pe apna laasha uthate hai kis tarhanoor e nazar ki laash uthate hai kis tarhamaula batayein farz nibhate hai kis tarhanoor e nazar ki laash uthate hai kis tarha3. Aaya koi hai ghusl ko, laaya kafan koibete ki laash mujhko salamat hi mil gayitooti hui jigar mein nahi, naize ki anighodo ke daudne se to pamal na huiaankho se khoon dil ka bahate hai kis tarhanoor e nazar ki laash uthate hai kis tarhamaula batayein farz nibhate hai kis tarhanoor e nazar ki laash uthate hai kis tarha4. Seh roz ka to pyaasa nahi tha mera pisarbarchi ke phal se tukde nahi laal ka jigarakbar to bhookha pyasa tadapta tha khaak parseene se apne laal ki barchi nikal karshukr e khuda ko hoto'n e laate hai kis tarhanoor e nazar ki laash uthate hai kis tarhamaula batayein farz nibhate hai kis tarhanoor e nazar ki laash uthate hai kis tarha5. Woh waqt ke jo farz nibhane ka waqt howoh laal jisko dulha banane ka waqt hohaatho pe jiske mehendi lagane ka waqt howoh jiske sar pe sehra sajane ka waqt homayyat pe uski phool sajate hai kis tarhanoor e nazar ki laash uthate hai kis tarhamaula batayein farz nibhate hai kis tarhanoor e nazar ki laash uthate hai kis tarha6. Akbar ka pursadar tha humsar to nahi thabete se maula ke badhkar to nahi thayusuf misal husn ka paikar to nahi thabeta mera haseen tha akbar to nahi thaehsas e zabt itna dikhate hai kis tarhanoor e nazar ki laash uthate hai kis tarhamaula batayein farz nibhate hai kis tarhanoor e nazar ki laash uthate hai kis tarha7. Salman azmi yehi rawi ne hai likhamayyat pisar ki apne nahi woh utha sakabete ke muh pe muh ko rakha aur mar gayatareekh ne ye waqeya mehfooz kar liyameraj karbala ki batate hai kis tarhanoor e nazar ki laash uthate hai kis tarhamaula batayein farz nibhate hai kis tarhanoor e nazar ki laash uthate hai kis tarhaHaye ghareeb e zehraHaye ghareeb e zehraHaye ghareeb e zehraHaye ghareeb e zehra
Noor e nazar ki laash
Farhan · 2023
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.