Abbas, abbasHar jang mein lehrata rahahaanghazi ka nisha'n haanaisa alam, aisa hasham, aisa bharamdekha kahi'n haanabbas ke haatho'n mein ooncha tha alamooncha rahegaooncha rahe apna alam..(4)1. Pehle ye alam ja'far e tayyar ne paayaJa'far se chala Haider e qarrar ne paayashabbir se lashkar ke alamdaar ne paayaaur ham ne julooso mein yehi kehke uthayaooncha rahe apna alam..(4)Abbas, abbas..2. Panja jo alam par hai wo ek dast e karam haiek mashk e sakina hai mohabbat ka bharam haiyani ye chacha aur bhatiji ka alam haiisne hi sabaq humko wafao'n ka padhayaooncha rahe apna alam..(4)Abbas, abbas..3. Kaala hai kabhi surkh kabhi sabz pharerahota hai ise dekhke momin ka saweratoofano ka rukh isne kayi baar hai pheraye kehke husaini ne ise chhat pe lagayaooncha rahe apna alam..(4)Abbas, abbas..4. Jis simt nazar jaye isi ka to karam haikya baat hai, kya rob hai, kya jaho hasham haile aao agar aur koi aisa alam haikhud jisko kayi baar hai Zehra ne sajayaooncha rahe apna alam..(4)5. Jis qaum ne maana hai ise wo nahi martitaqdeer ise choom ke hai pal mein sawartiwo hind ki dharti ho ke ho sindh ki dhartihar hindu musalmaan ne ye kehke uthayaooncha rahe apna alam..(4)Abbas, abbas..6. Ashoor ki shab shah ne Zainab ko bulayaghazi ko alam dekhe ye zainab ko batayaaye behna alamdaar ise humne banayazainab ke uthe dast e dua boli khudayaooncha rahe apna alam..(4)Abbas, abbas..7. Hai ehle azaa aur azakhano ki pehchanzainab ki dua aur ataa e shahe zeeshanhar saal sajate hai alam mazhar o irfanis ishq ne hi zakir e shabbir banayaooncha rahe apna alam..(4)Abbas, abbas..
Ooncha rahe apna alam
Irfan Haider · 2019
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.