Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Paani ley aawo

Irfan Haider · 2007

Paani ley aawoJaan sakina ki jab aayi labo(n) par,Suka huwa mashkiza layi wo muztar,[Dekha bari yaas se bachi ne chacha ko] ×2,daste adab jhor ke kehne lagi rokar,lelo mashko alam tumko meri qasam,awo diladu me izne shehe umam,rakhlo sakina ka ye maa(n)(paani layawo amu jaa(n)) x3hasrat he yaas is darja pyaas hai,[kya meri pyaas ka tumko ehsas hai] ×2ayi labo(n) pe ab ye jaa(n)(paani layawo amu jaa(n)) x3bache tashnajigar bethe hai nawha ghar,[pyaas ke chhale hai in sab ke honto par] ×2pyaaso(n) ke tumho nigehbaa(n)(paani layawo amu jaa(n)) x3alatash ki sada sunti hai alqama,[sunte hai mashkize nawha sakina ka] ×2gar tumko pyaaso(n) ka hai dhya(n)(paani layawo amu jaa(n)) x3nazish-e-karbala tumho fakhre wafa,(pyaaso(n) ki aas ho phuphiyo(n) ki ho rida) x2lillah sherena yazda(n)(paani layawo amu jaa(n)) x3jawo hafiz khuda misle khaybar khusha,[darya ko cheen kar bharlena mashkiza] ×2bazuwe sayede zeesha(n)(paani layawo amu jaa(n)) x3wada nibhana hai darya pe jaana hai[paani bhi lana tumko bhi aana hai] ×2tum mujhpe me tumpe qurba(n)(paani layawo amu jaa(n)) x3sakina meri pyaari sakina, sakina, meri pyari sakinasunkar bhatiji ki baat shere jari,(bola qurban hai tumpar ye jaa(n) meri) x2tum jo kehti ho meri jaa(n)(paani layawo amu jaa(n)) x3mange "mazhar" dua rab-e-mushkilkhusha,[roze mehshar kahe tujhse khayrun nisa] ×2nawha suna wohi "irfa(n)"(paani layawo amu jaa(n)) x3

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.