Pyaare nabi ki[Shaam ko qaidi ban ke chali hai] ×3Pyaare nabi ki pyaari nawaasiShaam ko qaidi ban ke chali heSabr ki malka zehra ki pyaariShaam ko qaidi ban ke chali he[Pyaare nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai] ×2[Dekh rahi he koi to aaye, shaana pakar kar kaash bithaaye] ×2Na he sawaari na he amaari, Shaam ko qaidi ban ke chali he[Pyaare nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai] ×2[Bhaai bhateeje bhaanje bete, Saath watan se aayi thi lekar] ×2Haaye muqaddar aaj akeli, Shaam ko qaidi ban ke chali he[Pyaare nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai] ×2[Beton ko sadqa bhaai pe karke, jisne kiye the shukr ke sajda] ×2Chhor ke tanha laash ko uski, Shaam ko qaidi ban ke chali he[Pyaare nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai] ×2[Jiski kaneezein nikle na baahar, balwe mein laaye usko sitamgar] ×2Haaye ye ghurbat binte ali ki, Shaam ko qaidi ban ke chali he[Pyaare nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai] ×2[Kitne hi qaidi jitney churaye, aaj woh bibi sar ko jhukaaye] ×2Eik rida ki ban ke sawali, Shaam ko qaidi ban ke chali he[Pyaare nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai] ×2[Socho woh manzar "sarwar-o-rehan", bhaai ho jiska waarise quran] ×2Kaise woh bibi ashk bahaati, Shaam ko qaidi ban ke chali he[Pyaare nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai] ×2
Pyaare nabi ki
Nadeem Sarwar · 2007
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.