Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Pyaase pe ajab

Nadeem Sarwar · 1995

Pyaase pe ajab[Yaa Husain Yaa Husain] ×3[Pyaase pe ajab waqt Qayaamat ka para hai] ×2[Pyaase pe ajab waqt Qayaamat ka para hai] ×2Ek laash abhi laayaa hai ek lene chala hai[Pyaase pe ajab waqt Qayaamat ka para hai] ×2[Yeh Hur ka hai Woh Bhai kaa yeh bete kaa Iaashaa] ×2[Zehra ka pisar ganje ganje shahida me para hai] ×2[Pyaase pe ajab waqt Qayaamat ka para hai] ×2[Zainab teri chaadar ka Khuda hafiz o naasir] ×2[lashkar na alam our na alamdar bachaa hai] ×2[Pyaase pe ajab waqt Qayaamat ka para hai] ×2[Yeh aakhri hadyaa tha Husain ibne Ali kaa] ×2[Yeh Bachchaa abhi Tir se jo maaraa gaya hai] ×2[Pyaase pe ajab waqt Qayaamat ka para hai] ×2[Munh dhaank to ammaa nazar aye na neaje] ×2[Neajon se yehi Oono Mohammed ki sadaa hai] ×2[Pyaase pe ajab waqt Qayaamat ka para hai] ×2[Chhup chhup ke use royi thi ek raat ki Biyahi] ×2[Woh Dulha jo be goro kafan ran me para hai] ×2[Pyaase pe ajab waqt Qayaamat ka para hai] ×2[Iaila tere Akbar ne nahi khaya hai neza] ×2[Yeh Neaja Dile Sibte Payambar me laga hai] ×2[Pyaase pe ajab waqt Qayaamat ka para hai] ×2[Maa julaa julaati hai khayalon me abhi tak] ×2[Ab julne waalaa nahi baaki ye pata hai.] ×2[Pyaase pe ajab waqt Qayaamat ka para hai] ×2[Jis khaak par khun beh gaya Zehra ke jigar ka] ×2[Woh fakat khaak nahi khaake shifa hai] ×2[Pyaase pe ajab waqt Qayaamat ka para hai] ×2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.