ay momino jab majlise shabbir may aanabachon ka tumhe waasta ye bhoolna jaanaye soch ke jee khol ke tum ashq bahanamajlis jahan hogi wahan aati hai sakinapaani na mila aaj bhi pyasi hai sakinapyasi hai sakina haaye pyasi hai sakinaallah kare aaye kabhi aisa zamanaho shaam ke zindaan ki taraf aap ka jaanaphat jaayega dil dekh ke wo gham ka thikanabehaal hui qabr may soti hai sakinapaani na mila aaj bhi pyasi hai sakinayun jaanibe darya gaye abbase dilawaraur darya se mashqiza bhara ba-dile muztardarya ki har ek mauj ye kehti thi tadapkarhai teesra din haaye tadapti hai sakinapaani na mila aaj bhi pyasi hai sakinashaam aagayi jab chaane laga ban may andherazainab ne kiya bhai ke laashe pe ye nouhakya tum ne sakina ko kaheen dekha hai bhaiyaek kooza liye dasht may aayi hai sakinapaani na mila aaj bhi pyasi hai sakinajab gyara moharam ko suye shaam sidharidarya ki taraf dekh ke zainab ye pukariabbas na marjaye bhatiji ye tumharibehaal meri godh may baithi hai sakinapaani na mila aaj bhi pyasi hai sakinais tarha sitam dhaate hai ab zulm ke baanilaakar ye bhare kooze baha dete hai paanikuch aur bhi bad jaati hai yun tashnadahanibhaai ki taraf dekh ke roti hai sakinapaani na mila aaj bhi pyasi hai sakinaaansu abhi bachi ke nahi paar thay thamnephir maar diya durra kisi ehle sitam nesajjad ko har gaam rulaaya isi gham neis umr may ye sakhtiyaan sehti hai sakinapaani na mila aaj bhi pyasi hai sakinadurro ki azziyat se tadapti hai hazeenadukhta hai badan siskiyan leti hai sakinasone ke liye paas nahi baba ka seenaek kone may sehmi hui baithi hai sakinapaani na mila aaj bhi pyasi hai sakinaye zulm bhi kamsin pe sitamgaaro ne dhaayarakha hai isay qaid wahan par yako tanharehta hai jahan din may qayamat ka andheradarr darr ke na mar jaaye akeli hai sakinapaani na mila aaj bhi pyasi hai sakinakehta hai suno haaton ko jode huwe gowharaaj aise bahe aankhon se ashkon ka samandarye kehti huwi jaaye na shabbir ki dukhtarlab khushk zaban sookhi hai roti hai sakinapaani na mila aaj bhi pyasi hai sakina
Pyaasi hai sakina
Nasir Zaidi · 2010
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.