Tera zarben sookhi gardan or piyasy ka Tarapnafatima ny kesy dekha hoga bety ka tarapna(1) Pees kar chakiyan jis ko pala beti ny nabi ki.Dasht mein haye usi Nazo'n kay Paly ka Tarapna(2) Khak par Girna Alam ka Torna Bachon ke koozyMashk say Pani ka Behna Mashk Waly ka Tarapna(3) Lagna Seeny mein Sina ka Wo kalejy ka NikalnaLash par Aaky jawan ke aik boordhy ka tarapna(4) Maa ka Sehry sy lipat kar kha k gash girna zamee pardorna ghoron ka haye Or Doolhy ka Tarapna.(5) Manzar E Sham E Ghareeba Tha Qayamt ka Wo ManzarDekhti Thi Ma'a Pisar ke Jalty Jhooly ka Tarapna(6) Bhool Payegi Na Zainab Ba'Riha nok e sina sy)bawafa ke Sar ka Girna Or Pardy Ka Tarapna(7) Hye Nadeem Or farishta kha ky zalim ke TamachyCheekhna beti ka baba or lashy ka Tarapna.
Pyase Ka Tadapna
Nadeem Abbas · 2024
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.