Karbal Ki Sar Zameen Pyason Ka ArbaeenJungle Mein Zulm Ki Kaisi Hawa ChaliBikhre Hain Khaak Par Jo The Falak NasheenKarbal Ki Sar Zameen Pyason Ka ArbaeenKhaime Saje Hue Kal Jis Zameen Pe TheHasrat Barasti Hai, Qabrein Hain Ab WahiKarbal Ki Sar Zameen Pyason Ka ArbaeenHumshakl-e-Mustafa Beta Hussain KaLaila Ke Laal Ka Hai Aaj ArbaeenKarbal Ki Sar Zameen Pyason Ka ArbaeenAaghosh Ke Pale Gurbat Mein Chhut GayeMaayein Manati Hain Ab Unka ArbaeenKarbal Ki Sar Zameen Pyason Ka ArbaeenZainab Ke The Ye Bain, Uthho Mere HussainAayi Hai Ek Behen Karne Ko ArbaeenKarbal Ki Sar Zameen Pyason Ka ArbaeenChehlum Manaiye Pyason Ka Dhoom SeBint-e-Ali Dua Deti Hai Bil YaqeenKarbal Ki Sar Zameen Pyason Ka ArbaeenJungle Ki Khaak Thi, Khaak-e-Shifa HuiPyason Ka Hai Lahoo Sajjad Ki JabeenKarbal Ki Sar Zameen Pyason Ka ArbaeenKaise Sitam Hue Jab Khaime Jal GayeBistar Kahin Jala, Jhoola Jala KahinKarbal Ki Sar Zameen Pyason Ka ArbaeenJab Ghar Ujad Gaya Koi Nahi RahaMain Kisko Doon Sada, Abbas Bhi NahiKarbal Ki Sar Zameen Pyason Ka ArbaeenNaazon Ki Thi Pali Beti Jo Aap KiRaas Usko Aa Gayi Zindaan Ki ZameenKarbal Ki Sar Zameen Pyason Ka ArbaeenZehra Ki Betiyan, Baazu Mein RasseyanKufe Se Shaam Tak Har Soo TamashbeenKarbal Ki Sar Zameen Pyason Ka ArbaeenArmaan Hai Roz-o-Shab Dil Mein Rasheed AbHum Jaayen Karbala, Noha Padhein WahiKarbal Ki Sar Zameen Pyason Ka Arbaeen
Pyaso Ka Arbaeen
Mir Abid Ali Moosvi · Poet: Rasheed Shaheedi · 1448
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.