1.PYason Se Zyada Door NA thapyaso se zyada door na tha behte huwe darya ka panina kaamiye qismat kya kahiye paaya na magar khatra panipyase jo rahe chaubees pehar loo dhoop may yun sookha paniroye to lahoo aaya behkar aankhon may na tha khatra panipyaso se zyada....asghar ne badi umeedon se moo khola magar lab tar na huwebache ke liye allah allah tha jaan se bhi mehenga panipyaso se zyada....waada jo kiya tha maadar se wo aun o mohamed karke rahebehta tha barabar may darya mudkar na magar dekha panipyaso se zyada....pyaso ke muqaddar may hi na tha pani ka koi kahtra shayadabbas ne de di jaan magar qaimay may nahi pahuncha panipyaso se zyada....ashoor ko jalti reti par pyasa tha mohamed ka dilbarhar roz qayamat tak bhi agar kya fayeda barsa panipyaso se zyada....abbas ke honton ke chaalay kehte hai imame bekas seqabze may tha ghazi ke darya lekin na piya khatra panipyaso se zyada....kuch is se zyada ho na saka majboor tha darya kya kartapani ke liye tadpe asghar, asghar ke liye tadpa panipyaso se zyada....pathar ke jigar bhi aab huwe maqtal may nisar aada royehonton pe phira kar apni zaban baysheer ne jab maanga panipyaso se zyada....
PYason Se Zyada Door NA tha
Miscellaneous · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.