Sayyeda SayyedaQabr zahra ki banana koi asaan na tha..(2)Phir nisha'n us ka mitana..(2), koi aasaan na thaQabr zahra ki banana koi asaan na tha..(2)1. Baad baba ke ajab aalam e tanhayi thaaur phir saara madina hi, tamashayi thaFatima par wo zamana..(2)koi aasaan na thaQabr zahra ki banana koi asaan na tha..(2)2. Haath paband hai gardan mein, hai jiske rassihai wo mazloom mera waali, zamane ka walijaake darr darr pe batana..(2)koi aasaan na thaQabr zahra ki banana koi asaan na tha..(2)3. Pasliya'n toot ke yu choor thi shehzadi ki..(2)karne lagti thi jo khaliq ki, ibadat bibihaath pehlu se hatana..(2)koi aasaan na thaQabr zahra ki banana koi asaan na tha..(2)4. Pucha zainab ne jo baalo mein safedi kyu hai?roke beti se faqat itna kaha zahra nebhare darbaar mein jana..(2)koi aasaan na thaQabr zahra ki banana koi asaan na tha..(2)5. Mekh darwaze ki pehlu mein gadhi thi lekindard saans bhi lena tha, jaha naa mumkinphir bhi haider ko bachana..(2)koi aasaan na thaQabr zahra ki banana koi asaan na tha..(2)6. Thi wo ghurbat ki bohot sakht ghadi Zahra parqatl mohsin bhi hua mujhpe, gira jalta darrghum yeh haider ko batana..(2)koi aasaan na thaQabr zahra ki banana koi asaan na tha..(2)7. Qabr e Zahra pe yeh kehte the Ali ro rokar..(2)tha mere waaste asaan, uthana khaibartera taboot uthana..(2)koi aasaan na thaQabr zahra ki banana koi asaan na tha..(2)8. Maamta maa ki Raza hum se raqam kaise hohaaye darwesh ke us dard mein bhi baccho koapne pehlu mein sulana..(2)koi aasaan na thaQabr zahra ki banana koi asaan na tha..(2)
Qabr Zahra ki banana
Shahid Baltistani · 2023
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.