Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Qadam badhta rahe

Shadman Raza · 2016

Karbala karbala karbala....(2)Qadam badhta rahe...2Qadam badhta raheAao karbala ki taraf....Labo pe ya Hussain hoLabo pe ya Hussain ho....Labo pe ya Hussain hoLabo pe ya Hussain ho....Labo pe ya Hussain hoOr aankh ashkbaarQadam badhta rahe...2Qadam badhta raheAao karbala ki taraf....1. Saath leke karbala ke sher ka alam(Bawafa sipahi ki tarha uthe Qadam)×2(Yazidiyat ko rond do)×2(Badhe chalo badhe chalo)×2Karbala me jis tarha badhe the sheh ke jaanisaar2. Raah me khade hai saf ba saf malaika(Tumko dekh dekh kar kahenge marhaba)(Tum aza ka chain ho)×2(Zaaere Hussain ho)×2Tumse milne ke liye hai ambiya bhi bekaraar3. Shahe deen fatema ka noore ayn ka(Jis jagah pe lut gaya tha ghar Hussain ka)×2(Jaha pe sar qalam hua)×2(Lahu me tar alam hua)×2Royi nanhi kabr khod ke jaha pe zulfaqaar4. Jiske bete hogaye shaheed be khata(Ran me jiski betiyo ki chin gayi rida)×2(Jo dasht me ujad gayi)×2(Hussain se bichad gayi)×2Wo ghareeb maa tumhara kar rahi hai intezaar5. Bhai ke mazaar par behan ke saath saath(Ro rahi hai bain kar ke saari kayenaat)×2(Zami se taaba aasma'n)×2(Hai ek matami samaa)×2Hogi har taraf Hussain ya Hussain ki pukaar6. Yaad saare momino ko dam ba dam rahe(Karbala pohonch ke har nigaah kham rahe)×2(Har ek kanize fatemah)×2(Bol kar rakhe rida)×2Ye rahe khayal tum Hussain ke ho sogwaar7. Khoon me tar namaz padh ke shah ne kaha(Hai yahi baqaye dee'n raza e kibriya)×2(Ho bar zameene karbala)×2(Namaz waqt par ada)×2Dega sajdaye Hussain bi duae beshumaar8. Har Qadam ho maqsade Hussain ki taraf(Badh rahe ho akherat ke chayn ki taraf)×2(Nazar me gohare azaa)×2(Ho bas raza e kibriya)×2Ho safar najaf se karbala ka aaj yadgaarQadam badhta rahe...2Qadam badhta raheAao karbala ki taraf....Karbala karbala karbala....

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.