Haye sakina, haye sakina..(3)Qaid khane mein sakina mar gayi..(2)Qaid khane mein sakina mar gayi..dastaa'n apni raqam wo kar gayiQaid khane mein sakina mar gayi..(2)1. Jab se bichhdi baap se roti rahi..(2)siskiya zindaan mein bharti rahisabke daaman aasuo se bhar gayiQaid khane mein sakina mar gayi..(2)2. Jhidkiya khati rahi hai shimr ki..(2)aag masooma ke daman me lagiraat ki tareekiyo se tal gayiQaid khane mein sakina mar gayi..(2)3. Apne baba ki bohot thi laadli..(2)jab se bichdi thi bohot faryaad kibaap ko deti sadaa darr darr gayiQaid khane mein sakina mar gayi..(2)4. Zulm ki ye inteha thi jo hui..(2)laadli shabbir ki sehti rahiqaidi banke deen ki khatir gayiQaid khane mein sakina mar gayi..(2)5. Tasht mein baba ka sar jab mil gaya..(2)chayn masooma ko usdum aagayababa baba kehte kehte mar gayiQaid khane mein sakina mar gayi..(2)6. Aaj bhi zindaa'n se aati hai sadaa..(2)qafela apne watan ko jaa chukaek bachi laut ke na ghar gayiQaid khane mein sakina mar gayi..(2)7. Sayyada zainab pe mushkil thi gadhi..(2)laadli bhai ki zindaa'n mein rahiwo madine aasuo'n se tarr gayiQaid khane mein sakina mar gayi..(2)8. Ye qalam ali deep ka hai likh raha..(2)zulm kitna haaye bibi ne sahahaye wo zindaan mein hi marr gayiQaid khane mein sakina mar gayi..(2)
Qaid khane mein sakina mar gayi
Ali Deep Rizvi · 2015
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.