Karti thi bali sakina (s.a) Yun baya'nQaid me kab takk rahun kab takk rahun1) Taab ab Mujko nahi hai Zulm ki, say liyu'n ke khane ki-3Hai warm Kano pe aur hai Dil tipaan.Qaid me kab takk rahun-3Karti thi bali sakina (s.a) Yun baya'n-22) Sooti thi main sinaye pur Noor par, ab Hun baithi khaak par-2Shimr ke khane ko baba ghurliya'n.Qaid me kab takk rahun-3Karti thi bali sakina (s.a) Yun baya'n-23) Sara kurta khoon me dooba howa, aye shahe hardo sara-2Sehte Sehte iss tarha Ki saktiya'n.Qaid me kab takk rahun-3Karti thi bali sakina (s.a) Yun baya'n-24) Pani Bhi ji bhar na mujko milsakaa, Ki layinoo ne jafa-2Pyaas se hai khooshk ab meri zabaan.Qaid me kab takk rahun-3Karti thi bali sakina (s.a) Yun baya'n-25) Haaye rassi se abhi takk hai bandha, Mera nahnna sa gala-2Chil gayee gardan meri hai khoo'n Rawaan.Qaid me kab takk rahun-3Karti thi bali sakina (s.a) Yun baya'n-26) Koi bhi mujko bachaye ga nahin, Akber-o-ammu nahin-2Koi bhi sar par nahin Mera yahan.Qaid me kab takk rahun-3Karti thi bali sakina (s.a) Yun baya'n-27) Hai jo bhai wo Mera bimaar hai, bekaso lachaar hai-2Pehne hain gardan me wo taukhe giran.Qaid me kab takk rahun-3Karti thi bali sakina (s.a) Yun baya'n-28) Qaid me khwaja sakina har ghadi, Bain karti thi yahi-2Khuld me mujko bolalo baba jaan.Qaid me kab takk rahun-3Karti thi bali sakina (s.a) Yun baya'n-2Qaid me kab takk rahun kab takk rahun.
Qaid mein kab tak rahu
Muqarrib Raza · 2017
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.