Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Qaid zindaan me choti si ek hain qaidan ek hain qaidan

Hassan Sadiq · 2014

Haye Sakina haye Shaam....x4Haye Shaam.....x2[Qaid zindaan me choti si ek hain qaidan ek hain qaidan] ×2[Jane kab hoke riha] ×2Jayegi woh apne watanEk hain qaidan[Qaid zindaan me......] ×2Dur baba se huwi bhaiyya se bhi dur huwiSiskiyaan le na sake kitni woh majboor huwi[Khoon kanon se rawa] ×2Hathon me hain uske rasanEk hain qaidan[Qaid zindaan me.....] ×2Jab se bhichdi hain woh baba se kaha soyi hainYaad zindaan me baba ko karke royi hain[Ab use sone bhala] ×2Deti hain pattharon ki chubhanEk hain qaidan[Qaid zindaan me......] ×2Puchti rehti hain Sajjad se kab jaugi gharKarna ehsaan yeh mujh par bhai mar jau agar(Yaha Asgar hain waha ).....x2Karna mujhe bhai dafanEk hain qaidan[Qaid zindaan me.......] ×2Jab woh zindaan ki deewaron se takrati hainSirf zanjeer ke rone ki sada ati hain[Roye zindaan use] ×2Roye use gharkhe kuhanEk hain qaidan[Qaid zindaan me....] ×2Chaya zindaan me hain gor andhera hayeAur zindaan ke andheron me woh dar dar jaye[Haye khurshid ti na] ×2Aye na dar usko kiranEk hain qaidan[Qaid zindaan me.......] ×2[Jane kab hoke riha] ×2Jayegi woh apne watanEk hain qaidan[Qaid zindaan me......] ×2Haye Sakina haye Shaam.....x4Haye Shaam.....x2

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.