Haye Haye Zainab (sa) Makhduma ...haye Haye Zainab (sa) Mazluma.... 4Jab Shaam-e-gariba Guzar Gayi-Wawela WawelaAur Gyarah Moharram Aa Pahuchi-Wawela WawelaThe Baara Gale Aur Ek Rasan- Allah (swt) Allah (swt) .....2Kehti Thi Shahe Waala (as) Ki Behan- Allah (swt) Allah (swt)..... 2Mera Ghar Luta, Chini Hai Rida, Bharaghar Mera, Qatile Jafa- Are Marya, Nehnawa Tu Bataa-Sunegi Kaise Zainab (sa) Haye....Badaz Nabi (saww)jo Ki Hai-Ummat Ne Mehrwaani-Qaidi Bani Khadi Hai Karbal Mein Zehra Saani....2Atthara Baradar Ki Behan Aaj Khule Sar Hai-Ek Naize Pe Bhai Hai To- Ek Naize Pe Chaadar Hai....Kise De Sada Sare Karbala Asire Rasan Asire Jafa Dile Gumzada Ne Kiya Marsiya-Bhulegi Kaise Zainab (sa) HayeAale Nabi (as) Ki Hurmat-duniya Ne Kyn Na Jaani-Qaidi Bani Khadi Hai Karbal Mein Zehra Saani....2Jo Bibi Nahi Nikli Beparda Kabhi Ghar Se-Pardes Mein Woh Bibi- Chaadar Ke Liye TarseBadha Hai Ye Gum Bade Hai Sitam Ke Hai Khaaq Par Nabi (saww) Ke Haram Sitam Beghadi Bekasi Tashnagi-Bhulegi Kaise Zainab (sa) HayeEk Samt Shaadiyane-ek Samt Nauhakhani-Qaidi Bani Khadi Hai Karbal Mein Zehra Saani....2Ye Aale Payambar (as) Ke Ahsaano Ka Badla Hai-Ye Khas Garibo Ko - Qazaabon Ne Luta Hai....Dhuwa Hi Dhuwa Fugaa Hi Fugaa Garibul Watan Huwe Beamaan Labe Alqama Bawafa Rodlya-Bhulegi Kaise Zainab (sa) HayeJalte Huwe Woh Khaime- Pyaaso Ki Paas Baani-Qaidi Bani Khadi Hai Karbal Mein Zehra Saani....2Woh Tashnadahan Bache Wo Sukhe Huwe Quze-Ek Mashke Sakina (sa) Par- Do Haath Huwe Sadqe....Idhar Baawafa Udhar Ashkiya Gira Aag Par Alam Khoon Bhara Yatima Koi Kehke Ye Ro Padi-Bhulegi Kaise Zainab (sa) HayeWoh Haath Kimti The- Yaa Kimti Tha Paani-Qaidi Bani Khadi Hai Karbal Mein Zehra Saani....2Be Dard Musalmaan Se Zainab (sa) Ne Yahi Pucha-Sina Ali Akbar (as) Ka- Barchi Ke Liya Tha Kya....Na Dulha Bana Na Sehra Bandha Woh Qadiyal Jawaan Haa Pyasa Gaya Qaza Ro Padi Karbala Keh Uthi-Bhulegi Kaise Zainab (sa) HayeBarchi Ki Woh Ani Aur- Akbar (as) Ki Naujawani-Qaidi Bani Khadi Hai Karbal Mein Zehra Saani....2Bhulegi Nahi Baanu Chehra Ali Asgar (as) Ka-Shabbir (as) Ke Hathon Par-Haye Laasha Ali Asgar (as) Ka....Udhaa Di Rida Koi Fateha Mere Laal Ko Bhala Kya Mila Buji Teer Se Tashnagi Bus Yahi-Bhulegi Kaise Zainab (sa) HayeWoh Teer Huramala Ka-asger(as) Ki Bezabani-Qaidi Bani Khadi Hai Karbal Mein Zehra Saani....2Tukdo Mein Bata Laasha Ek Raat Ke Dulha Ka-Simta Huwa Ghatri Mein- Qasim Ka Janaza Tha....Woh Gul Payrahan Dile Panjetan Na Madfan Bana Na Guslo Kafan Thi Mehve Buka Ek Shab Ki Dulhan-Bhulegi Kaise Zainab (sa) HayeThaapo Ki Zat Pe Aayi- Bhai Ki Ek Nishaani-Qaidi Bani Khadi Hai Karbal Mein Zehra Saani....2Jab Gyaraah Moharram Ke Suraj Ki Kiran Dekhi-Sajjad (as) Ne Zanjeere- Zainab (sa) Ne Rasah Dekhi....Chali Nange Sar Rasan Pehn Kar Bina Bhai Ke Hai Pehla Safar Kahan Alwida Ay Katile Jafa-Bhulegi Kaise Zainab (sa) HayeTaiyaariya Safer Ki- Abid (as) Ki Saarbaaani-Qaidi Bani Khadi Hai Karbal Mein Zehra Saani.,2Akthar Ki Zameen "mazhar" Nauhe Mein Dhali Ayse-Jab Shaam Gayi Zainab (sa)- "irfan" E Aza Banke....Tha Kaisa Sajav Dayae Jafa Kahi Aayi Ne Kayi Ashkiya Haram Nange Sar Kehke Yeh Rodiye-Bhulegi Kaise Zainab (sa) HayeBadas Nabi Jo Ki Hai- Ummat Ne Mehrbaani-Haye Haye Zainab (sa) Haye Haye Shaam.....3Meri Chaadar Lut Layi Zalim Ne....Darbaar Gayi Mein Baad Rida....Haye Haye Zainab (sa) Haye Haye Shaam.....3
Qaidi bani khadi hai
Irfan Haider · 2013
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.