Azadari MediaAzadari MediaGet the app

qatl alamdaar ho gaya hai

Farhan · 2012

wawaila sad wawailawawaila sad wawailakehti thi ye zainabe laachaarqatl alamdaar ho gaya haisar se  mere  jaayegi dastaarqatl alamdaar ho gaya haibain karo bibiyon haay alamdaare shahzere alam ye kaho haay alamdaare shahbhaayi ke labon peh ye buka haizindagi ab ho gayi dushwaarqatl alamdaar ho gaya haihaathon me kuze liye bethi hai ek ghamzadahkoyi bataade  use kaisa sitam ho gayaab tu yehi bain kar haay alamdaare shahaayaa nahin laut kar haay alamdaare shahmashk pe qurbaan ho gaya haibaali sakina ho khabardaarqatl alamdaar ho gaya haibole  shahe karbala furqate abbas mesab karo majlis bapa furqate abbas memil ke  parho marsiya haay alamdaare shahkoyi nahin aasraa haay alamdaare shahchaaron taraf fauje ashqiya haikoyi nahin saayae deewaarqatl alamdaar ho gaya haiaankhon se  ye alqamah jaari rahegi sadatujh ko mere  baawafaa yaad rakhegi wafalab pe rahenge ye bain haay alamdaare shahrota rahega hussain haay alamdaare shahjeene se bezaar hochuka haiqatl karen mujh ko sitamgaarqatl alamdaar ho gaya hainoha hai kulsum ka haay shahe karbalaho gaya mujh ko yaqeen jaayegi sar se ridadil se uthi ye sada haay alamdaare shahchhor ke mujh ko gaya haay alamdaare shahab to har ek saans ek saza haikaise  jiye ab ye dilafgaarqatl alamdaar ho gaya haiaur bhi to ab sitam dhaayenge  ye ashqiyadashte bala me mera bhaayi akela huwamujh ko yaqeen ho gaya haay alamdaare shahjaayegi meri rida haay alamdaare shahehle haram ki yehi sada haiho gaye aazaad sitamgaarqatl alamdaar ho gaya haimazhar o farhan ye gham hai qayaamat ka ghamzainab o shabbir ka haal karun kya raqamlab pe yehi thi buka haay alamdaare shahdaage judaayi diya haay alamdaare shahtu nahin to zindagi me kiya haikoyi nahin dasht me ghamkhwaarqatl alamdaar ho gaya haiwawaila sad wawailawawaila sad wawaila

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.