Qatl darya pe alamdar huwaAsman dekh rahatha, sakka koyi faraat pe aye tha tashnalab, mashkiza bhar ke jaanibekhayma chala wo jab, barse wo teer chidgayi mashk-e-sakina jab, royaalam faraat wafa mashk aur sab. Gunji maktal mei shah-e-deen ki sada[Qatl darya pe alamdar huwa] ×2 Aur pyaaso ki ye aas tut gayi, Aya maktal se alam khun me bhara[Aur pyaaso ki ye aas tut gayi] ×2 Qatl darya pe alamdar huwa [Aur pyaaso ki ye aas tut gayi] ×2[Din dhala sham-e-ghariban ke andhere chaaye] ×2 bas Sakina ne yahi roke kaha[Aur pyaaso ki ye aas tut gayi] ×2 Qatl darya pe alamdar huwa [Aur pyaaso ki ye aas tut gayi] ×2[Ab mere sar se ridaa jayengi zainab ne kaha] ×2 Rodiye sar ke shah-e-karbobala[Aur pyaaso ki ye aas tut gayi] ×2 Qatl darya pe alamdar huwa [Aur pyaaso ki ye aas tut gayi] ×2[Tere ammu to teri pyaas pe kurbaan huwe] ×2 sheh ne ye bali sakina se kaha[Aur pyaaso ki ye aas tut gayi] ×2 Qatl darya pe alamdar huwa [Aur pyaaso ki ye aas tut gayi] ×2[Haath mei sukhe huwe kuze liye bethe the] ×2 Marsiya pyaas ka maula se suna[Aur pyaaso ki ye aas tut gayi] ×2 Qatl darya pe alamdar huwa [Aur pyaaso ki ye aas tut gayi] ×2[Khun-e-abbas jo parcham se tapakte dekha] ×2 Dukhtar-e-shah ka dil dub gaya[Aur pyaaso ki ye aas tut gayi] ×2 Qatl darya pe alamdar huwa [Aur pyaaso ki ye aas tut gayi] ×2[Roke kulsum se fizza ne kaha shehzadi] ×2 Teri chadar ka muhafiz bhi gaya[Dono haatho se kamar thame huwe sheh ne kaha] ×2 bujh gaya meri ummido ka diyya[Aur pyaaso ki ye aas tut gayi] ×2 Qatl darya pe alamdar huwa [Aur pyaaso ki ye aas tut gayi] ×2[Alatash kehke jo rote the wo khamosh huwe] ×2 Jaaye mahaar be matam ki fazaa[Aur pyaaso ki ye aas tut gayi] ×2 Qatl darya pe alamdar huwa [Aur pyaaso ki ye aas tut gayi] ×2[Roye sadat to daryaa ka kanara roya] ×2 Zindagi royi kahi(n) royi kazaa[Aur pyaaso ki ye aas tut gayi] ×2 Qatl darya pe alamdar huwa [Aur pyaaso ki ye aas tut gayi] ×2
Qatl darya pe alamdar huwa
Irfan Haider · 2004
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.