Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Quran O Ali Ilm ka Meyaar

Mir Hasan Mir · 2007

ya ali ya ali ali aliya ali ya ali ali aliAllah o Payambar x2kay madadgar hain donoQuran o Ali(A.S) ilm ka mayar hain dono x2ashiq meray mola kay hain dono hain wafadarik Hazrate Isa hain to ik Messame Tammarhaider ki mohabbat main sare dar hain donokud kehtayhain kuffar ye dawa nahi merasiffin ka lushkur ho ya ho ghat ka pehraghazi kay liyay rait ki diwar hain donokaam agaye turbat main meri ulfate Hasnain(A.S)apnay hi aqeeday ke milay muj ko naqeerainmeri tarhan Mola kay azadar hain donoFitrus yehi kehta hua urta hai hawa mainKaabay main dua maang lo ya karbobala mainShabbir(A.S) shenshah kay darbar hain donomaray gaye talwar se jub Marhab O Antarashab e Payambar se kaha mot nay hans kurdo aye thay maidan mai ab char hain donoik sajda e Mabood se moon mor raha haiik halqa e matam se hamain tor raha haitum kuch bhi kaho asl mai ghaddar hain donoik hai Shab e mairaj Payambar se mukhatibik hai sare darbar sitam gur se mukhatiblehjay mai magar Haider e karrar(a.s) hai dono

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.